Wazir-E-Azam Raja Pervaiz Ashraf Ki Giriftari

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

Mojooda Prime Minister Raja Pervaiz Ashraf Ko Rentil Power Case Main Suprem Court Ne Case Ki Samat Karte Huway Wazir-E-Azam Ke Sath 17 Afrad Ki 24 Hour Ke Andar Giriftari Ka Order Jari Kiya Aur Chairman Naib Ko Fori Karwaii Ka Order Diya Rentil Power Case Ki Samat Suprem Court Main Chief Justice Ch Iftiqar Mohammad Ki Sarbraii Main 3 Rukni Beanj Ne Ki Ppp Ke Wazir-E-Azam Raja Pervaiz Ashraf Shaib To Wazir E Azam Banay Se Phlay Hi Rental Power Case Tha Aur Ppp Ne Phr Bi Yousuf Raza Gilani Ke Mustafi Hone Ke Bad Raja Ashraf Ko New Wazir-E-Azam Namazd Kiya Waise Ppp Ki Govrment Hain Aur Govr Main Hotay Huway Ppp Ko Beshumar Cases Ka Samna Karna Phar Rha Hain Ppp Ko Phala Jatka Tohinay Adalat Case Main Yusuf Raza Gilani Ke Mustafi Hone Phr Laga Aur 2nd Shadid Jatka Aen Is Time Jab Ke Ppp Apni Hakomat Ke 5 Years Complet Karlia Aur Election Hone Main Sirf 2nd Month Rehay Gy Hain Achanak Suprem Court Main Rentail Power Case Ki Samat Main Ppp 2nd Namazd Wazir-E-Azam Raja Pervaiz Ashraf Ki Bar Tarfi Aur Giriftari Se Laga Aur P.P.P Ko Na Talafi Nuksan Uttana Para Na Chatay Huwy Watan-E-Aziz Main Waise Hi Hal Chal Machi Hui Hain Deshat Gardi Pak India Boder Phr Shadid Kashidgi Aur Dr Qadri Ka Islahati Long March Aur Aain Time Raja Pervaiz Ashraf Samait 17 Sectrys Ki Fori Giriftari Ka Order Aur Ab Chand Hour Main Giriftari Bi Amal Main Anay Wali Hain Aur Seyasi Garma Garmi Main Izafa Ho Chuka Hain Aur Suprem Courte Ke Faislay Se Sabit Ho Gya Hain Ke Qanoon Se Balatar Koi Nhi Aur Qanoon Ki Bala Dasti Ko Always Qaim Rehna Chaia.

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 261831 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.