Dr Mohammad Ali Shah Jo Ab Hum Main Nahi Rahe

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

67 Saal Ki Umer Main Dr Mohammad Ali Shah 4 Feb Ko Americi Riyasat Hostin Main Intikal Kar Gay Dr Mohammad Ali Shah 26 Oct 1946 Ko Bareli India Main Peda Huway Aur Taqsimay Hind Ke Bad Pakistan Tashrif Le Aye Dr M.Ali Shah Ek Maya Naz Artho Pathict Surgen Thay Dr M.Ali Shah Ne Ek Din Ne Latadat Opretion Kar Ke Word Record Qaim Kiya 2008 Main Dr M.Ali Shah M.Q.M Ke Ticket Phar Sindh Esambly Ke Rukoon Muntakib Huway Aur Is Ke Bad Subhai Wazir-E-Khail Sindh Ban Gay Aur Phir Khailo Ke Faroog Ke Lia Beshumar Kam Karen Dr Shah Shaib Ne Aur Kud Dr Shah Shaib Cricket Ke Shokin Thay Aur Pakistani Team Ke Playars Ke Bare Khair Khuwa Aur Hamdard Thay Aur Abi Na Saz Halat Ki Waja Se Pakistan Main Internationnal Cricket Ki Bhali Ke Lia Bhot Kosha Thay Aur Abi Chand Month Phaly Karachi Main World Eleven International Cricket Karwaii Aur 2nd Month Phaly Suprem Court Ne Dhoori Sheriyat Ke Bahis In Ki Ruknat Mohotal Kardi Di Thi Phir Wazir-E-Ala Sindh Qaim Ali Shah Ne Dr M.Ali Shah Ko Apna Maon Musheer Khail Bana Lia Aur Dr Shah Shaib Ne Apni Kidmat Ko Jari O Sari Rakha Dr M.Ali Shah 2 Saal Se Cancer Ke Arzay Main Mumtila Thay Aur Treatment Ki Waja Se Americi Riyasat Hostin Ke Hospital Main Admit Thay Cemo Therapi Ke Doran Dil Ke Attack Ke Doran 4 Feb Pakistani Time Sham Intikal Kar Gay Dr M.Ali Shah Watan-E-Aziz Pakistan Ke Ek Bhot Bara Sarmaya Thay Aur Hakomat Pakistan Ne Dr Shah Shaib Ko Inki Ala Kidmat Pash Karne Phar Inha Tamkha Imtiyas Aur Sitara Jurrat Se Nawaza Dr M.Ali Shah Ko Humesha Pakistan Ki Tariq Main Yad Rakha Jae Ga Is Azim Insan Ki Zindagi Ke Bab Ka Agaz 1946 Se Strd Ho Kar Aur Ab 2013 Main Ya Bab Humesha Humesha Ke Lia Band Hogya.

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 261974 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.