Moin Akhter Ko Hum Se Bichray 2 Baras Ho Gay
(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)
Apni Munfarid Ada Kari Se Logo
K Labo Par Kushi Bikhairnay Wala War Style Acter Fankar Moin Akhter Ko Hum Se
Bichray 2 Baras Ho Gay Ya Azim Fankar Moin Akhter 24 December 1950 Main Karachi
Main Peda Huway Moin Akhter Ki Waja Shohrat Kise Ek Shobay Ki Marhoonay Mannat
Nahi Wo Fan Ki Duniya K Be Taaj Badshah Thay Moin Akhter Ne Kamseeni Main Hi
Apne Career Ka Agaz Kardiya Thay Un Geenat Stage Show Daramay Kiya Radio
Pakistan Aur P.T.V Phar Mutadid Daramo Main Kam Karkay Apni Qabliyat Ka Looha
Manwaya Aur Shohrat Ki Bulandiyun Ko Tay Liya Qudrat Ne Apni Be Pana Silayatun
Se Nawaza Tha Is Azim Fankar Ko Moin Akhter Muje Zati Tor Par Bhot Pasand Thay
Main 22 Apr Ko Hi Inke Mutaliq Likta But Free Na Hone Phar Delay Hogaya Moin
Akhter Ke Show Daramy Jo Bi Dekhta Dekhnay Wala Andar Se Kitna Hi Gam Zada Dukhi
Preshan Hal Hota To Wo Show Ke Dooran Hasta Qaqhay Lagata Aur Hasni Se Loot Pot
Zaror Hota Aur Apne Gamo Ko Bhol Jatay Thay Ya To Ap Sub Jantay Hain K 2sro Ko
Hasanay Walay Kud Apne Andar Se Bhot Dukhi Hotay Hain Aur Azim Hain Wo Insan Jo
Kud Dukhi Hu Aur Wo 2sro Ko Hasaye Aur Kisi Ko Bi Apne Dukh Ka Madawa Na Honay
De Muje Moin Akhter K Old Drama Miss Rozi Aur Ary Phar Sach Much Bhot Hi Pasand
Hain Moin Akhter Nihayat Hi Simple Life Basar Kartay Thay Aur Inki Prsnality Se
Bhot Hi Sadgi Nazar Ati Thi Daram Industry Ka Ya Azim Fankar Dukhi Logo Ke Labo
Par Muskurahat Bikhairnay Wala 22 Apr 2011 Ko Apne Azizo Chanay Walo Ko Humesha
Humesha K Lia Sogawar Chor Gaya Moin Akhter Ka Kala Kabi Pur Nahi Ho Hum Se
Bichray Ise 22 Apr Ko 2 Baras Bi Ho Gay Allah Inha Apni Jawaray Rehamat Main
Jaga De Ameen.