Tera Na Mera Pakistan Sabka
(Noorulaan Noorani, Blackpool UK )
Jasay Ek Bag Me Bhot Se Rang
Nasal K Phool Hoty Hai Bilkul Ishe Tara Pakistan B Ek Bagh Hai Jismay Her Rang
Roop K Log Phoolo Ke Manind Mojod Hai Jaha Phool Ho Ty Hai Waha Kanty B Hoty Hai
Kuch Kanty Phoolo Ke Hifazat K Liya Hoty Hai To Khuch Dosry Phoolo K Liya Noksan
De Hoty Hai Or Bagh Me Zarore To Nahi Na K Serf Titliya He Aine Kabhi Kabhi
Bhawer B To Ajaty Hai Or Yaa Taz Hawa K Jhoky B To Un Phoolo Ko Tor K Rakh Date
Hai Bilkul Yahe Hall Hury Pakistan Ka Hai Jaha Sard Haway To Kabhi Garam Haway
Atee Hain Or Pury Bagh Ko Taba Ker Jate Hai Ya Jab Hota Hai Jab Ek Bagh Me Kai
Malli Hoo Or Sab Serf Apnay Apnay Plant Ke Hifazat Kry Or Ager Apnay Plant Ke
Dekh Bhal Na Ker Sakhy To Dosro K Plant Per Nazer Rakhy K Wo Agay Na Nikal Jay
Jab Tak App Or Humm Ek Ek Plant Ka Nahi Balky Pury Bagh Ko Apna Samjh Ker Uske
Dekh Bhal Nahi Kery Gay Jab Tak Bhot Mushkil Hai K Ya Bagh Bachy Jab Bagh Na Hoo
Ga To App K Plant Kaha Jay Gay New Flower Kaha Pada Hogay Please Sochiya Or Tera
Mera Ke Jang Chorr K Saka Ka Jazba Dill Me Pada Kijiya Or Es Bagh Ko K Jiska Nam
Pakistan Hai Sarsabz Or Abad Rakhya .