Umeedhy Subhy Jamal Rakhna
(NoorulAan Noorani, Karachi)
Duniya Kaha Say Kaha Ja Rahi
Hai Par Hum Ajj Bhi Wahi Hai Jaha Thay App Nay Bhot Say Logo Say Suna Hoga Par
May To Kehta Hoo K Hum To Us Say B Neechy Gir Gaye Hain Na Humary Appnay Watan
May Jaan Mahfoz Hai Na Mall Mall To Jab Kaam Ay Ga Na Jab Jaan Hoge Wo Khetay
Hai Na Jaan Hai To Jahan Hai
Ab Sochnay Ki Bat Ya Hai K Hum Appnay Watan K Liya Kia Kar Sakhty Hai Appni Jan
Oo Mall Ke Hefazat Kesay Kar Saktay Hai Jee Nahi Kia Soch Rahay Hain App K Watan
Chorh K Bahar Chalay Jaye Jee Nahi Ghaalat Jab Tak Hum Appni Soch Nahi Badlay
Gay Or Appna Azam Nahi Rakahy Gay K Humay Appnay Watan K Liya Yahe Rehkar Kaam
Karna Hai Mazlomo Ka Sath Banna Hai Appni Or Appnay Humwatno Ki Jaan Ki Hefaazat
Karni Hai Jab Tak Bakar Hai Batay Bana Na Or Ya Soch Bhi Humay Umeed Rakhni
Chaea Hai K Ek Din Insha ALLAH Hum Pakistani Zaroor Ek Roshan Qum Ban K Chamkey
Gay Wo Kehtay Hai K Umeedhy Subhy Jamal Rakhna Qk Jab Tak Soch Achi Khubsurat
Nahi Hogi Uska Result B Acha Nahi Hoga Humay Koshish (Try) Karni Chaea K Or
Umeed Rakni Chaea K Wakht (Time) Kabhi Eksa Nahi Rehta Ajj Hum Par Kharab Time
Hai To Kal Acha B Ayga To Mukhtaser Bat Kartay Hai K Ajj Say Hum Appnay Watan K
Liya Kaam Kary Gaye Her Azadi K Din Kam Say Kam Esko Kamiyabi Ke Ek Sehre Par
Zaror Lay Kar Jay Gay Or Appni Soch Musbat (Positive) Rakhay Gay ALLAH Her
Pakistani Ke Jaan Ke Hefazat Karay Or Pakistan Ko Abad Rakhy Kaim Rakhay Sab
Duwa Kar Lay Ameen Suma Ameen