Home » Blogs »



This survey is purely on scientific calculation basis, One vote is based on one person/PC.

بجلی کا بحران اور گھڑی کی سوئیاں ایک گھنٹہ آگے!

ملک میں بجلی کا بحران شدت اختیار کرتا جا رہا ہے اور پورے ملک میں بجلی کی لوڈ شیڈنگ کا سلسلہ بڑھتا جارہا ہے۔ حالانکہ کہ ابھی گرمیوں کا آغاز ہی ہے لیکن ابھی سے بارہ بارہ گھنٹے کی لوڈ شیڈنگ ہورہی ہے اس سے اندازہ لگایا جاسکتا ہے کہ جب موسم گرما کی شدت ہوگی اور بجلی کا استعمال زیادہ ہوگا تو اس وقت کیا حال ہوگا۔ لوڈشیڈنگ کے باعث کاروباری سرگرمیاں متاثرہو رہی ہیں۔

ارباب اختیار اس بحران کو حل کرنے کے لیے مختلف اقدامات کرتے رہتے ہیں اور جب ان سے کچھ نہیں ہوا تو انہوں نے پندرہ اپریل کو پاکستان کے معیاری وقت کو ایک گھنٹہ آگے بڑھا دیا۔ یہ فیصلہ گزشتہ سال بھی کیا گیا تھا۔ اگرچہ ہم اس سے خاطر خواہ فائدہ نہیں اٹھاسکے تھے۔ بارہ بارہ گھنٹے کی لوڈ شیڈنگ کے باوجود بجلی کے بل معمول کے مطابق ہی آرہے ہیں۔

کیا آپ کے خیال میں لوڈشیڈنگ کے عذاب سے ہمیں نجات مل سکتی ہے؟ کیا راجہ پرویز اشرف دسمبر 2009 تک لوڈ شیڈنگ ختم کرنے کا وعدہ پورا کر سکیں گے؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
اس مسئلہ پر الیکٹرانک میڈیا میں بحث ہونی چاہیے۔
Mohammad Shaharyar Khan, Karachi Saturday, April 18 2009
YEH SAB PAKISTAN KO KHA JAEN GAY HALAT THEK NA HON GAY NA LOAD SHEDDING LESS HOGI
ALI, LAHORE Friday, April 17 2009
Kuch bhi karlo pakistan thek nahi ho sakta
Ali, Karachi Friday, April 17 2009
its absolutely misguiding. people will see the result. one hour clock advance reset all the routines.
Mahmudul Haque, karachi Friday, April 17 2009
Har Pakistani or Shopkeeper Imandari se Electricity Istmal karin or Government time k mutabik Shop early morning open karain or after maghrib shop ko close karin isi tarah hum bhi shoping magrib se pehlay lay kar lain to mumkin hey hum electricity bacha sakey. Agar Government chor hey to Government ko chalaney wala bhi hum mey sey. or ishi tarah k Hukmran hum pr maslat ho jaty hein.
Ghulam Hussain, Karachi Friday, April 17 2009
time aik ghanta agay karnay say koi bijli ki bachat nahi ho gi yeh bas awam ko parashan karnay ka aik naya tariqa hay or load shading ka problem hamare pakistan main kabhi hal nai ho sakta balkay yeh to wkt k sath sath zayada he hota ja raha hay bas pakistan k haal per ab to ronay ka dil karta hay ALLAH he hamare pakistan ko bacha sakta hay.
Noshaba, Rawalpindi Friday, April 17 2009
kuch dinoon k liye to loadsheding kum ho gi lakin 1 ya 2 mahine baad phir loadshedding ka azzab nazil ho jaye ga.time aage ya peeche kerne se kuch nahin ho ga.per phir bhi apne pakistan ki bahteri ke liye dua karte hain.
aqib, lahore Friday, April 17 2009
ASSALAM-O-ALIKUM PAKISTAN
KI NAHI LOAD SHADING KI PROBLEM KHATAM NAHI HUI BALKEY AUR ZYADA BARH GAYI HAI AB TOH 3 BAJE LIGHT JATI HAI AUR 6 BAJE ATI HAI UPS NEY BHI KAAM KRNA CHORDIYA HAI
sidra khan, karachi Friday, April 17 2009
salam paikstan ; ek gahnta agay karnay say koi faida nahi hai hamary sheher ki markets tu apny time par hi khulti hein our band hoti hein is say sirf middil class k afrad hi ko pareshani ka samna hai our ab tu gahnta agay karnay say our ziyada bijli band hony lagi hai kya faida is ek gahntay agay karny
meraj khan, karachi Friday, April 17 2009
pechly saal b parvez ashraf nay kaha ta k load sheding khatam hogay december mai magar april b agi aur khatam nahi hoi in siyasat dano ka wada kabi wafa howa hai .jab thak in logo ki zaroriyat kam nahi hongoi pakistan mai kabi b kushhali nahi askati.MNA . MPA .apny zaroriyat kam karngy to sab teek ho jaega. qomi kazany py boj kam hoga to sab teek hoga na.
asad, mardan Friday, April 17 2009
Kia Namazoon ka Time Aik ghenta Muaf hojay ga ? Sirf Amrika ko khush karna aoor awam ko bawaqoof banana maqsood hay.Agar is tarah aik ghanta aagay kurnay say bijli buch sakti hay to power station banany ki bajaay ghurian hi 10,10, ghenty aagay kur latay hain
Abid, Faisalabad Thursday, April 16 2009
سب سے پہلے سلام پاکستان! ہم اپنے ملک کے لیے ہر قسم کی تکلیفیں برداشت کر سکتے ہیں بجلی کی لوڈشیڈینگ ہمارے لیئے کیا چیز ہے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔!!!!!!!
Raja Ehsan Mustafa And Syed Akbar Abbas, blue area, islamabad. Thursday, April 16 2009
MERA TABSRA YEH HE K WAQT KO AAGE YA PEECHE KAR K NA TO BIJLI BACHAI JA SAKTI HE AUR NA HEE TWANAI KE BOHRAN PER KABOO PAYA JA SAKTA HE JAB TAK KE KOI AMLI IQDAMAT NAHI KIYE JATE. DOOSRI BAAT YE HE K BIJLI KI BACHAT KI AWARNEE K LIYE TO PRINT AUR ELECTRONIC MEDIA KA SAHARA LIYA JATA HE MAGAR BIJLI KI CHORI K LIYE KOI IQDAMAT NAHI KIYE JATE. AUR AAKHRI BAAT YE K KARACHI MEIN TO BIJLI KI KOI KAMI HI NAHI AGAR KESC APNE POWER GENERATING UNIT KO MUKAMMAL RUNNING ME RAKKHE.
AYUB KHAN, KARACHI Thursday, April 16 2009
Pakistan mein kuch bhi theek nai ho sakta jab tak chor bhete honge.
Safi, Karachi Thursday, April 16 2009
Aisa kyun ker mamken hai ye to lagon ko tasali daine or un ka dihan batne ki baat ha is Garmi main ek ghanta agy karny say kya farak parey ga 7 bajy tuk to roshni hoti ha. Daftron main to istemal atna hi rahy ga. Akhan khol k dekha jae to kisi kam pay farak nahi pare ga. Per ankhan kholi kyun jain janab. yahan sab theek hai..
Nabila, Lahore Thursday, April 16 2009
لوڈشیڈنگ کسی طورپر اس طرح سے ختم نہیں ہوگی بحرحال اس میں کسی حد تک کمی کا امکان ضرور ہے؟ گھنٹے آگے کرنے کا مقصد سورج کی روشنی سے زیادہ سے زیادہ فائدہ اٹھانا ہے جوکہ بیشتر ممالک ایسا کرکے سورج کی روشنی سے فائدہ اٹھا رہے ہیں مگر بدقسمتی سے ہمارے ملک میں اس کو بجلی کے بحران کا حل بتایا جاتا ہے جوکہ ایک لمحہ فکریہ ہے؟
Zulfiqar Ali Bukhari, Islamabad Thursday, April 16 2009
Displaying results 141-156 (of 156)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8First « Back · Next » Last