Home » Blogs »

پاکستانی ٹیم پر میچ فکسنگ کے الزامات۔۔۔!!

حالیہ پاکستانی ٹیم پر میچ فکسنگ کے الزامات نے دنیائے کرکٹ کو ہلا کے رکھ دیا ہے۔ نیوز آف دی ورلڈ کے مطابق اس کے ایک نمائندے نے ڈیڑھ لاکھ پونڈ اس شخص کو دیے جس نے اسے یقین دلایا کہ پاکستانی بولر محمد عامر اور محمد آصف چوتھے ٹیسٹ میچ کے دوران پہلے سے مخصوص مواقع پر نو بالز کرائیں گے۔ یہی الزامات پاکستانی ٹیم کے کپتان سلمان بٹ اور کامران اکمل پر بھی ہیں۔ برطانوی پولیس نے تحقیقات کے بعد کامران اکمل کو کلئیر قرار دے دیا جبکہ آئی سی سی نے فی الحال باقی تین کھلاڑیوں کو معطل کر دیا ہے۔

آئی سی سی کے چیف ایگزیکٹو ہارون لورگٹ نے کہا کہ آئی سی سی کا اینٹی کرپشن یونٹ لارڈز ٹیسٹ کے دوران الزامات کی تحقیقات کررہا ہے، اگر کسی کھلاڑی کا جرم ثابت ہوا تو اس کیخلاف سخت ترین ایکشن لیا جائے گا اور اسے کھیل سے دور کردیا جائے گا۔

آپ کے خیال میں ایسے کرکٹرز کو کیا سزا ملنی چاہیے؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
agar ye jhot hai to salman butt,amir,wahab riaz mzher majid ke sath kun kharain hain ab pakistani team main inqilab ki zarorat hai agar yawar saeed jese hastian pakistan maian rahin to pkstan ka bera gharaq ho jai ga kunke jb se yawar saeed aya hai hamesha pksstan pe ilzamat lage hain such hon ke jhote.islie main chahta hon ke ab pakistani team main iamandar players ko laya jai jis se zati rnjeshain khatam ho sakain or pkstani team strong ho jai.
salman, peshawar Friday, September 03 2010
until or unless no proves are there it is really unjustified to declare allegations as sins; we have to wait & watch but for the mean you can't blame on anyone and realizing them guilty.
mohammad imran, lahore Friday, September 03 2010
if players r found involved in match/spot fixing then they should punish strictly and bend them for whole life. I suppose Pakistani Players are not involve in match fixing. The British and Indian finished our cricket.
Muhammad Nasrullah , Kasur Friday, September 03 2010
hamesha ke liye bahir kar do ta ke in ko aqal ajye or kabhi bhi rishwat na le
kherul islam, karachi Friday, September 03 2010
Pakistan Ki team Kay sat ShaZesh hai kay jis tarah book maker noot gintey huwa pakara gaya yey aik shazesh hai ok
shumail, karachi Friday, September 03 2010

evrey one knows that the new talent come in pakistan team which can defeated every team on world so they uk and raw want to band on young pakistani team in some how our management is not working this old man did noting for Pakistan team he destroy pakistan
javed, peshawer Friday, September 03 2010
In ko sakhet se sakhet saza milne chiye in logon ko teem se nikal dia jay is liy k in logon ne na sirf pakistan belke islam ki toheen ki hia is mubarak mah main ye log baz na aye to geaer ramadan main ye log kia kerte hoon ge in logon ko jila watni hone chahie ye log pakistani qomaeit k haqdar nahi hain.
yasin, dubai Friday, September 03 2010
yeh ek buhut bari sazish he india ki pakistan ko aaane wale worldcup se baher karne ke ya in top star bowler ko phasane ke
ishaq, karachi Friday, September 03 2010
سلمان بٹ اور عامر کی غلطی کو پہلی غلطی سمجھ کر معاف کردے لیکن آصف کو سزا دی جائے وہ ابھی تک باز نہیں آیا شرم مگر تم کو نہیں آتی
uzair, karachi Friday, September 03 2010
YE SAB KUCH JHOOT HA AUR HAMARI TEAM PR ALZAM HA HAMRE PLAYER AESA NHI KARSAKTE HAIN AMIR AUR ASIF ASE PLAYER NHI HAIN
saleem ahmad , faisal abad Friday, September 03 2010
ya pakistan kay khilaf sazish hei ,pakistan ke team ko tabah karnay kei.
aliafridi23, peshawar Friday, September 03 2010
غلط اور۔ جھوٹ۔۔۔مسلمانوں کے خلاف سازش
a hassan, lhr Friday, September 03 2010
cricket team khatam kar dani chahay.in logo ko maaf karny ka koi faida nahi,ye apni harkoton se baaz nahi aa sakty,har dafa maaf karny ka hi natija hay kay aj pakistani team ka ye haal hay,hame bhot dukh hay in logo ne pakistan ka nam badnam kar dia.
zara, rawalpindi Friday, September 03 2010

yi sb jhoot hai yi sazish hai amir or asif ke crear ko khrab karni kilyi ik taraf 2011 ka world cup hai amir bhai or asif ko is se bahir karna chahte hai yi sab be gunah hai plz is per pabande na laga jeyi or mera yi b mashwara hai ki ejaz butt ko hataya jai or us ke jaga pi imran khan kare ALLAH sb kilario ko be gunah sabit kare ameeen
sulaiman khan, peshawar Thursday, September 02 2010
mohammed amir ko sakhet se sakhet sza dani chahia
ans , faisalabad Thursday, September 02 2010
yeh hamary mulk or hamary player k khilaf boht bari sazish ki gai hay hamary logon ko or hamary players ko badnam karny ki boht bari koshish hay q k mohd Amir or mohd Asif is waqt sab teamon k liye khatra ban chuky hain is wajha se unhain badnam kya ja raha hay.
hamain is waqt apny players ko suport karni chahye na k un k khilaf kuch galt sochna chahye........
yasir, karachi Thursday, September 02 2010
yeh sab sazish he. Pakistani team abh strong ho rahi thi aur koi bhi upset kar sakti thi.
is sazis main indian Raw , Juess mosad aur britain media shamil hai. hum dua karty hain kay hamary players wapis a kar cricket khelain.
mohammad saeed, pattoki Thursday, September 02 2010
ye pakistani criket k khalaf eik sazish ha so please is sazish ma hamain apny mulk ki izzat ka khayal rakhna chaye aur apny criketers ko sport karni chaye
ali raza, Gujranwala Thursday, September 02 2010
agr paksitani team py ilazam laga hay to iss main kuch na kuch sachai to zaror ho gi .iss liy tafftesh karny walloo ko bout he samj dari sy our hosh say sab kam karna chahy ta k mulak ki badnami b na ho our tafftesh ka kam b achy andaz say mukamal ho sky .our jis par ilzam sabat ho jay us ko sakhat saza milni chahy ta k next aysa koi b na kary or hamysha mulak k liy hi mydan my utry or mulky pakistan ka nam roshan kry .
MUAHMMAD ARSHAD , jalalpur jattan Thursday, September 02 2010
match fixing hui ha or isay hum india ke sazish nahi kahy saktay
hum kab tak apni her ghalti ka ilzam india yah west ko datay rahay gian
in players ko sakht say sakht saza milni chaye
Muhammad asif, abbottaad Thursday, September 02 2010
Displaying results 181-200 (of 200)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10First « Back · Next » Last