Home » Blogs »

پاکستانی ٹیم پر میچ فکسنگ کے الزامات۔۔۔!!

حالیہ پاکستانی ٹیم پر میچ فکسنگ کے الزامات نے دنیائے کرکٹ کو ہلا کے رکھ دیا ہے۔ نیوز آف دی ورلڈ کے مطابق اس کے ایک نمائندے نے ڈیڑھ لاکھ پونڈ اس شخص کو دیے جس نے اسے یقین دلایا کہ پاکستانی بولر محمد عامر اور محمد آصف چوتھے ٹیسٹ میچ کے دوران پہلے سے مخصوص مواقع پر نو بالز کرائیں گے۔ یہی الزامات پاکستانی ٹیم کے کپتان سلمان بٹ اور کامران اکمل پر بھی ہیں۔ برطانوی پولیس نے تحقیقات کے بعد کامران اکمل کو کلئیر قرار دے دیا جبکہ آئی سی سی نے فی الحال باقی تین کھلاڑیوں کو معطل کر دیا ہے۔

آئی سی سی کے چیف ایگزیکٹو ہارون لورگٹ نے کہا کہ آئی سی سی کا اینٹی کرپشن یونٹ لارڈز ٹیسٹ کے دوران الزامات کی تحقیقات کررہا ہے، اگر کسی کھلاڑی کا جرم ثابت ہوا تو اس کیخلاف سخت ترین ایکشن لیا جائے گا اور اسے کھیل سے دور کردیا جائے گا۔

آپ کے خیال میں ایسے کرکٹرز کو کیا سزا ملنی چاہیے؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
BISMIL LA HIR REHMANIR RAHIM
PAKISAN ZINDABAD
Aap to jante hai k pakistan ab tak k sab se bare bohran yani sailab or ab pakistan team per matchfixing ka ilzam n mera manna hai k is main india ka hath hai aur mazhar majeed bhi india ka hai so plz pakistan per bina sacchai dekhe ilzam na lagae
PAKISTAN ZINDABAD
HACKERS , KARACHI Saturday, September 04 2010
sub se first aslam o alikum sub bahi ko jo ya read kerya gay yr sub se second ya bohat dukhe se kahana perta hain yr dakhya hamarya log five days ka b match hoo na wo apnya kam ko chor ker is match dakhtya hain aur per app sub janatya hain ke in sub ko like b kerta hain aur i think cricket sub se ziada like hota hain pakistan main yr muje ya samje nahi aati ke in logo ko ALLAH Itni izat b provide kerta hain aur in ki salary b itni hoti hain ke ya puri life arme se gura saktya hain aur salary kia aur b bohat kuch in ko milta hain sub se jo peri thing hain wo hain izat lakin in logo ko kuch khyal he nahi ke hamari country
umerfarooq, GUJRANWALA Saturday, September 04 2010
shame on these peoples.AIsay log he pakistan ko badnam krtay hain.In ko aisi saza di jaey jo hr aik k leay ibrat bn sakay. In k pass kis cheez ki kami thee izat,dolat ya shorat. Pakistan kia khak taraki karay ga jis main aisay ganday ore baizamir log reh rahay hon.plz plz sb mil k burai ko khatam karain ore koi hal nhi.
amber malik, islamabad Saturday, September 04 2010
agr hamare players qusoorwar hain tu panish zaroor milni chahiye takeh aane wala koi bhi player is tarhan ki harkat na kry
faizan khan, mirpurkhas Saturday, September 04 2010
A.ALAIKUM
IS MAI IN PLAYERS KI TU GHALTI HAI OR JUARI MANAGER YAWAR SAEED KA ZYADA HATH IS KAM MAI SAB SE PEHLE YAWAR SAEED KO SAZZA MILNI CHAHIYE OR AGR SABIT HOJAYE TU IN PLAYERS KO BHI SAKHT SE SAKHT SAZA MILNI CHAHIYE TAK KE OR KOI PLAYERS IS FIXING K BARE MAI SOCHE BHI TU IS IN PLAYERS KO DI HUE SAZA YAD KARE .


HAMARI WEB KA BHUT BHUT THANKS JO IS AP ACTION LIYA.
NISHAT, karachi Saturday, September 04 2010
amir k khilaf sazish hai. wo pak ka name roshan kerney ki koshish ker raha hai. ya pakistan k khilaf buhat bhary game hai. jisay ham log samaj nahi rahay hain.they are all innoccent boys in this matter
m shafeeq, fsd Saturday, September 04 2010
agar involve hain tu ta hayat pabandi laga dain or agar nahi to england say wapis
a jay poori team
saeed bhai, karachi Saturday, September 04 2010
بہت اچھا ہوا ۔ کسی کام کی نہیں ہے ٹیم۔
uroosa, karachi Saturday, September 04 2010
یہ سب بھارت اور انگریزوں کی سازشیں ہیں جو مسلمانوں کو کسی میدان میں آگے نہیں دیکھنا چاہتے
ہماری حکومت کو ان معاملے کی خود بھی انکوائری کرنی چاہیے تاکہ حقیقت سامنے آئے
MUHAMMAD BURHAN UL HAQ JALALI, jhelum Friday, September 03 2010
han milni chay agar sabit ho jayay sath yawar saeed ko ijaz butt ko be milni chahy
hamidgull, lahore Friday, September 03 2010
Pakistani players nay match fix kia howa tha jo jo iss main milain howay hain sub ko nikal dena chahiye aur ta hayat pabandy laga dena chahiye takay ainda koi pakistani player aissi harqat na kare.
ZAIN KALEEM, Hyderabad Friday, September 03 2010
sazish bhi ho sakti hai q k mzhar majeed indian hai.
or india yahi chati hai.
ager sazish hai itne lambi no bol nononono
ALLAH behtar janta hai tafteesh karo pata chal jay ga
bashir, karachi Friday, September 03 2010
yah mamla koi khass nai kyun ky aj kal ky jo halat hai pakistan main wo 10001 hai aj match fixing kal blast next day other
han agr pakistan team is main involved hai to us ko aise punish di jay ky wo sari zindgi yad rakhy
kehta her koi hai mgr method koi or hota ha inhoo ny apny mulk ka name barbad kar dea hai in chand larkoo ko sakht saza dayni chiya or pakistani team involved hai
daniyal, lahore Friday, September 03 2010
salma buut muhammad asif match fixing pcb ko chaye asif salman butt ko nikal dein amer khudi sahi hoga
or bagi sar e sinear player imran nazir hafeez imran nazir south africa series back to team plz imran nazir or all expirean plzyer back request me pcb and shahid afridi
nazim, defance Friday, September 03 2010
this is right pakistan kay kuch aysy player hai jo fixing kartey hai
shad muhammad, mardan Friday, September 03 2010
یھ گوروں کی سازش ھے۔
AbdusSalam., karachi Friday, September 03 2010
yar muhammad amir baqasoor ha muhammad asif ka kuch kah nahn sakta mare ya dova ha ka ya ilzam ghalt ho our pakistan ki time dobara khala
aamir, lahor Friday, September 03 2010
yeh sab sazish hai .................. is sazish mai india ka hath hai
alihaider, islamabad Friday, September 03 2010
pakistani team mai say jo gadar haien uny team sy jaldi farig kerna chihye taky pak ki cricket team ka future bright ho or pcb ko saht saza milni chiye jinhon ny pakistan ki badnami kerwai hai puri duniya mai pehly kiya kam dukh thay pakistani qoum ko is ki kami thi go ijaz but sayed yawar salman but asif ammir go from pak tem u r traitor
nazia, pindi Friday, September 03 2010
salam sir.
amir baiqasor hai .is waqt team mein us se koa acha bowler b nhi hai .
plzzzzzzzzzzzz amir kuch na bolay
m.naseem, khi Friday, September 03 2010
Displaying results 161-180 (of 200)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10First « Back · Next » Last