Bohran Kyun Janam Lay Rahein Hein

(Faran Yamin, Kot Addu)

Meny Fatima Ka Musmoon Perha Unho Ny Kafi Acha Likha A Magar Lagta Ha Mery Khiyal Sy Joo Unho Ny Likha Who Course Ki Book Sy Pehar Kar Lekha Haasal Haqok Sy Who Bakhabar Hein Ek To Mein Unko Yah Bata Do Kah Bool Aur Karny Mein Kafi Fariq Hota Ha Haqaiq Na Hi Koom Sy Chopty Hein Na Hi Chopay Jay Hein App Ny Wind Yani Hawa Sy Bijli Pada Karny Ki Baat Ki Yah Ho Sakta Ha Aur Us Sy Awam Ko Hi Faida Ho Ga

Magar Sirf Ek Electricity Hi Nhi Bhut Si Aur Bhi Cheesein Hain Jin Ko Pada Karky Hum Buhut Si Amdanii Bacha Sakty Hein Magar Asal Massala Us Awami Qiyadt Ka Ha Jo In Sub Ka Bary Mein Soochy Jo Is Wqt Pakistan Mein Mojud Nhi Ha Ab Agar Pakistan Ki Politics Ki Uljhi Hoi Ghutthi Suljai Jay To Hein Malloom Ho Ga Ka Haqaiq Kiy Hein

Mein Bohut Arsy Sy Pakistan Per Study Kar Raha Ho Aur Jaha Teek Mein Samajh Saka Hoooo Pakistan Mein Kissi Chees Ka Koi Bohran Mujhy Nazr Nhi Aata Siway Ek Awami Rehnama Ka Jo In Sub Halat Ko Pakistani Awam Ko Agha Kary

Mojoda Waqt Mein Pakistan Apni Baka Ki Jung Lar Raha Ha Jo Kah Buhut Ahan Ha Aur Jaha Teek Bohrano Ki Baat Ha Mein Ya Saf Lafzoooooo Mein Kah Sak Ta Ho Pakistan Mein Is Wqt Kissi Cheese Ka Koi Bohreen Nhi Ha Hamary Pass Electricity Ki Wafir Miqdar Mojood Ha Aata Mojood Ha Dal Rooti Meet Samat Her Cheese Mojood Ha

In Sub Ka Bawajood Agar Bohran Ka Lafz Istamal Koi Hokumran Kary To Mein Us Ki Tareef Kuch Is Terha Sy Karooooo Ga Is Wqt Parlimeint Mein Mojood Wohi Log Hein Yah Unko Un Logo Ki Support Hasil Ha Jo Jo Sarmayahdar Hein Yahni Is Wqt Pakistan Mein Sarmaydar Ki Hakomat Ha Nahi Koi Awami Nahi Koi Democratics Force Mojjod Ha Who Is Ter Ha For Example Mein Ny MNA Ko Parlimeint Mein Ly Jany Ky Liyah Pasa Lagayah Ha Ab Jub Whohi MNA Parliament Jub Hakoomet Ki Kursiyooo Pr Batha Ha To Mein Ny Jo Us Ko Election Larny Ky Liyah Passy Dyah Th Us Ko Mein Ny Ab Poory Karny Hein To Mein Jub Kissi Wazir Sy Kahooo Ga To Lazmi Baat Ha Ho Mujhko Ek Assa Program Bana Kar Y Ga Jissy Na Sirf Mujhy Bal Kah Dosrooo Yani Us Ko Bhi Faida Ho Yahi Wo Sarmayadarana Nizam Ha Jo Bohraan Paida Karta Ha Aur Jub Teek Pakistan Mein Yah Nizam Moojood Ha Us Wqt Tk Pakistan Bohranoo Ka Shikar Rahy Ga

Pakistan Ein Yah Nizam Koin Saraiyat Kar Gia Ha Us Ki Wajh Sirf Aur Srif Awami Qiyad Ka Assemblyio Mein Na Ho Na Ha Jis Ki Wajah Sy Ahi Assemblyo Mein Hony Waly Faslo Ka Baray Mein Koom Ko Pata Chalta Ha Na Hi Awam Ki Koi Tarjumani Karta Hein Ah Who Haqiat Ha Jis Sy Hum Ny Nazar Chora Rahi Ha Aur Jub Teek Hum In Sy Bataoo Nhi Soochy Gy Us Wqt Teek Hamara Mashra Tabdeel Nhi Hoga Her Koi Hum Ko Bawakoof Bany Gaa Kabhi Karz Utaro Mulk Sanwarooo Ka Naam Pa Kabhi Pohranoo Ka Naam Pr

Faran Yamin
About the Author: Faran Yamin Read More Articles by Faran Yamin: 2 Articles with 3557 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.