Home » Blogs »

پاکستان کب تک خیرات پر؟

آج پاکستان کے حکمران دنیا بھر کے امیر ممالک کے “ خیراتی دوروں “ پر ہیں کہ شاید اگلے کچھ ماہ چلانے کے لیے کچھ خیرات اور بھیک مل جائے- افسوس صد افسوس کہ اسلام جیسے غیرت مند مذہب کے پیروکار اپنے زورِ بازو سے کچھ کرنے اور اپنے رب سے مانگنے کو چھوڑ کر دنیا بھر کی ٹھوکریں کھانے کو تیار ہیں- جب حکمرانوں کی بے حسی اپنی عزت و ناموس کے لیے ہو تو عوام کا کیا کہنا٬ ہر گلی کوچے٬ بازار حتیٰ کہ مصروف شاہراہوں کے چوراہوں پر بھیک منگوں کا جم غفیر نظر آنا ایک معمولی بات ہے-

سوال تو یہ ہے کہ ہم کب تک دوسروں کی خیرات پر چلیں گے اور کب اپنے پاؤں پر کھڑے ہونگے- پچھلے 60 سالہ دور میں لیے گئے قرضوں سے آج تک اس قوم کو ذرہ برابر بھی فائدہ نہیں ہوا تو مزید اس مظلوم قوم پر قرضوں کا بوجھ ڈالنے اور دنیا بھر میں اپنے آپ کو “ خیراتی قوم “ کہلوانے کی کیا ضرورت ہے؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
جناب رفیع صاحب۔۔۔
آپ قوم کو ایک اور مشکل میں ڈالنے کا مشورہ دے رہے ہیں کہ۔۔۔ ایک شخص برطانیہ میں بیٹھ کر برطانوی شہریت کے ساتھ پاکستان کی “خدمت“ کرے۔۔۔؟
واہ اسی پاکستان کا خواب قائد اعظم نے دیکھا تھا۔
Haris, Karachi Monday, October 27 2008
Assalam o allakum warahmatullah.
Baat ye hay k iss sari surat-e-haal k zimma daar awaam khud hain.
Waqia ye hay k Hazrat Moosa (ale-his-salam) nain ALLAH say arz kia k ya-ALLAH aap ke narazqi ke kia nishaniaan hain tw jawab mila k
1. jab main naraz hota hoon tw Barish waqt per nahin hoti (matlab jab fasal ko zaroorat ho gee tw nahin ho gee or jab fasal pakk chuki ho gee tw ho jaye gee, or humaray mulq main kam-o-baish aisa he hota hay)
2. jab main naraz hota hoon tw awaam ka paisa bakheel logon k paas chala jata hay (sochain kia aisa hay ? )
3. jab ALLAH naraz hota hay tw bai-waqoof or na-ehel log hukamran hotay hain
(or hamaray mulq main aisa he hay)
iss k bar-aks, jab ALLAH khush hota hay tw barish waqt per hoti hay, paisa sakhi logon k pas hota hay or hukamran suljhay huay or aqal-mand or deen-daar log hotay hain...
(ab aap say log he batain k kon qasoor waar hay ?)

awaam ya hakoomat ??????
Khalid, Islamabad Sunday, October 26 2008
frit of all asslam uallaikum pakistan :pakistan ham ne islam k nam per hasil kiya hai.ta k is mai ALLAH ka nizam raige ho: naki western country ka.ham sirf is sorat mai bheek mangne se bach sakte hai jab yahan islami maishati nizam lago ho:warna mangne ki adat b boht bori chez hai
Ayub Hussain Naz, skardu Sunday, October 26 2008
Dobara A.O.A.

may phir aap saab say kahoo ga Pakistan choroo pori duniya ka kuch nahi hoga aab haam bulkul akhir stage per aagay hai ya saab hona hi tha book search karoo (The Protocols of the Elders of Zion) ya book market may achuki hai per yahodee (jewish) mukar rahay hai aisa kuch nahi hai per pori duniya may aisa hi howa hai
main bank ka control Jews kay pass hai american bhi apni marzi say paisa nahi chapsaktay bulkay wo in ko kahtay hai aur ya currency chaap kay daytay hai pori duniya may jis ko chahay upper poucha dain jis ko chahay zameen per gira dain american qoom khud bhi in kay karzay may dobi howi hai wahaan bhi mahngai ho rahi hai tabbah ho rahai hai pori duniya bus ek yahodie (jews) sukh say betha hai ek formola hai dushman ko dushman say laraoo ek marjay ga ek zakhmi hojay ga phir usko marna muskil nahi hoga idhar ham logo ko amercan say nafraat delatay hai udhar america may (world trade center saab ko yad hoga) kuch kartay hai tu muslmanoo ko agay kardaytay hai pori duniya may agar koi in logo ko barbad karsakta hai tu wo sirf muslim qoom hai wo aisay kay haam soud ka karobar na karain aur na honay day please Zaid Hamid BrassTacks- Economic Terrorism search karain google per saab samjh ajay ga (plz admin logo ko pata chalnay day kay howa kiya hai pori duniya kay saath)
ahmer, karachi Sunday, October 26 2008
اسلام وعلیکم میں صرف اتنا کہنا چاہتا ہوں کہ اگر الطاف حسین کو صدر اور مصطفیٰ کمال کو وزیراعظم بنا دیا جائے تو پاکستان کے تمام مسائل حل ہو جائیں۔ کراچی اسکا منہ بولتا ثبوت ہے۔
MUHAMMAD RAFI MOHIUDDIN, KARACHI Sunday, October 26 2008
hi, emotions have no values in practical life, current situation is just because of our abnormal, stupid, and what ever you say Government, there is nothing like in previous 8 years that we are facing currently.
Muhammad Raza Farooq, Lahore Saturday, October 25 2008
ASSALAM-O-ALYKON YA AHLAL PAKISTAN!
LAST DAY M NAY SAB KO AIK BAT BATEE THE K JAB TAKH HUM SAB IS KHUFARYA SYSTEM SAY JAN NAHI CHORAYTE TAB TAKH HUM IN SAREI PERISHANI M MUBTALA RAHE GE. MERAY KHEYAAL M BHUT SARY MEAY BAHI YE NAHI JANTE K JO SYSTEM PAKISTAN M CHAL RAHA HE YE KIS K BANAYIA HOWA HAI. KAFIROON NAY HUME IS SUDEE SYSTEM M PHASAYIA HOWA HE. YAQEEN NAHI ATA AP SAB KHUD MUSHAHIDA KAR K DEKH LYE
K HUM JES PERISHANI M MUBTALA HE
IS KI ASSAL WAJA KIA HE DULAT CHAN AFFRAD K PASS GHOM TI HE AUR AMMIR AUR AMMIR HOTA HE AUR GHARIB AUR GHARIB HOJATA HE. AJ 90% MUSLIM BAHI SUDEE SYSTEM M PHASAEE HOWEE HE. AUR AJ ALLAH HUM SAB SAY NARAZ HEN Q K HUM QANOON AUR ASSOLON KO THORA HE AGER HUME CHAIN SAKOON RAHAT CHAYE TO APNA ALLAH KO RAZI KARLAY WARNA KAL QAYAMAT K DIN HUM ALLAH KO KIA MU DEKHE GE AJ NAHI TO KAL HUME MARNA HE. HUM NAY QURAAN KO SAHI SAMJHA HE NAHI QURAAN HUM SAY KIA MUTALTBA KARTA HE. AGAR HUM ZARA GHOR KARYN TO PATA CHAL TA YE AIK MUQAMAL AIK SYSTEM HE HUM NAY SYSTEM CHORDIYA TO HUMRA YE HAL HE PLZ QURAAN K SYSTEM KO LANE WALOO K SATH HOJAYN JO IS SYSTEM K LANE APNA SAB KUCH KURBAN KAR CHUKE HE AAYE AAGE BARYN IN KA SATH DEN PHER HUM SAB DEKHAY GE KIA BHALIYAN HEN IS QURAANI SYSTEM ME PLZ DO SUPPORT THAT PEOPLE?
ALLAH HUM SAB KA HAMI W NASIR.(AMMIN)
ADNAN, karachi Saturday, October 25 2008
aslamo.alikum to all my friendz....appp sab ki bate b teak hi but ALLAH ka b farmaan hi k jin qomo ko apni hallatt badlne ka khud khayal na hoo ALLAH b un ko unhi k halaat per chor dete hi.....ye haal ab humra hoo chuka hi koi b banda apne tehat kuch karna hi nhi chahta or aye din dange fasad kare k kya milta hi nukassn to apna hi kerte hi GOVERNMENT ka kya jata hi wo log to araam se is country say aye per wahan ge k chakro m lage rehte hi is mulk ka khal kis ko haii janb???ab hume hi haqeqt pasand ban jana chye ho kwaboo khalo cy bahir ka rasta ikhtar karna chye.....jis country m koi order in LAW nhi wahan ka to per ALLAH hi hafiz he
amna, lahore Saturday, October 25 2008
aoa brother, ma aj apko aik hakeekat bata ho pakistan ka baray ma ma pakistan 2005 ma aaya tha us waqt bhi waha roti kahama bohat mushkil tha jaiz tarika say our ab to khar ALLAH ka fazal say logo ko aik waqt ka khana khan bhi mushkil hogia ha. Agar kisi ka do bachay ha wo to mara gia our agar uska sath uska ami abu bhi rahtay ha to phir to wo yaha dakay maray lakin ab kaha bhi kaha maray logo ka pass kuch hoga to hi dakay ma kuch milay ga. Kharchay itnay ha ka koi jaiz tarikay sa poora nahi kar sakta. Khanay ko roti nahi ji mulk ma 20.00 rupay ki roti milay gi us mulk ka future kia hoga. Agar choti moti job ha to phir dawai ka passay nahi to aik sharif safad pooch insan kia karay agar uska ma ya baad ko koi bemari lag gay ya kisi bhi family member ko to wo kia karay kisi ka khoon karay ya phir unko waqt ka hawalay kar day ka ab maro ma kia kar sakta hu. Mari to ya sab say ghuzarish ha ka agar kisi ki bhi family pakistan ma ha to jitna jaldi ho sakay wahay say nekalo sab ko becasue ab to waha rukha bawakufi hogi our apnay aanay wani naslo ka sath bohay zaidati hogi. Ya jeeway heeawy pakisatan our hamara pakistan hamesha rahay ya sab ketabo ki batay ya hakeekat to ya ka jakar kisi rastay chaltay phirtay insan ko roko our poocho ka tumhari life kaha ghuzar rahi ha to wo apko bataay ga ka jeway jeway pakistan ma kia horaha ha. Ya baat nahi ka kisi ko apany mulk say payar naho hota lakin payar ka lia bhi aitbar ki zarorat hoti ha. Our hamaray mulk ka to koi deen eman hi nahi ha ALLAH ka fazal say. Show bazi itni ha ka har insan ko aik dosray say agay nekalnay ki pari ha. Aik normal insan ki salaary ajkal 12 say 15000 ha our uska ghar ka kharcha ha 25 say 3000 to wo kasay survive karay ga because electricity ka bill our gas ka bill hi 8000 ka toga ha to phir kia khay ga our kia nechoray ga. Ya ma aisay hi khayali batay nahi kar raha ma waha ray kar aaya hu our apna ankho dakha hal bata raha hu. Agar kisi ko koi shak hoto mujsay bat kar lay.
wo jo pakistan Quaid-ud-Azam nay hasil kia tha wo ko kab ka kahi khoo gia.
farhan ellahi, georgia , usa Friday, October 24 2008
actually qusoor ham logon ka he.ham ne kyun in logon ko nominate kia.sab se bari kmzori hamare andar iman ke he.agar hm aj apne pairon pr dat jain to mra iman he k tmam europian country hamare ghulam bn jain.
shehzad, mansehra Friday, October 24 2008
سوٹ بوٹ میں ملبوس بھکاریوں سے گزارش ہے کہ خود اپنے اندر قربانی کا جزبہ پیدا کریں خیرات سے ملک نہیں چلا کرتے
Shaukat Chaudry, CHAKWAL Friday, October 24 2008
ميرا يہ تبصره ہے كہ ہمارا ملک جب تک ان بهكاريوں كے ہاته ميں رہے گا اس وقت تک پاكستان كو بهيک مانگنی ہو گی يہ پاكستان كی بد قسمتی ہے كہ جو بهي آتا ہے اسے ختم كرنے کی كوشش ميں ہوتا ہے پاكستان ہميشہ زنده باد رہے گا
mohammad tanveer, al madinah al monawra Friday, October 24 2008
asal me ham ba hesiat kaum nakam ho chuke hen apne hathon se apne kaum par zulm karna apni kaum ko lutna aur khud gharzi ke siwa hamare history me apko kuch mile ga he nahen !!! dikhane ko to ham namaz rozon k bare paband hen lekin hamara spirit mar chuka hai !! thats te prob ! masla zardari ya ksi aur ka nahen hamara apna hai ! ham khud apne mulk se sincere nahen hain sirf zardari ko kyun ilzam dya jata hai ?? pehle utha k usko president bana dia ab use ko bura bhala kehne se kuch nahen hoga hm sb khud gharz hen aur kisi ko pakistan se mohabbat nahen hai !! ye masla hai sara !!
akmal, karachi Friday, October 24 2008
روٹی دو روپے میں
میں وزیر اعلیٰ پنجاب جناب میاں محمد شہباز شریف صاحب کا کتنا شکریہ ادا کروں کہ انہوں نے عوام کی روٹی تک رسائی کو ممکن بنایا۔ میری دعا ہے کہ الله تعالیٰ انہیں ایسی خدمت کی مزید توفیق عطا فرمائے۔
لیکن اس وقت ضرورت اس امر کی ہے کہ تندوروں پر بیٹھی کالی بھیڑیں ایک کی بجائے دو روٹیاں ١٠٠ گرام میں بیچ رہے ہیں اور اکثر اوقات تو روٹی کی بجائے نان اور خمیری روٹی بیچتے ہیں کیونکہ اس کو پھر پورے پانچ روپے میں دیتے ہیں۔ میری گزارش ہے کہ ان کالی بھیڑوں کی نگرانی کی جائے تاکہ عوام بیچاری کو سکون حاصل ہو سکے۔
Muhammad Amir Khan, Jhang Friday, October 24 2008
Assalam-o-Alykom!
jahan takh hamaray masyial ka sawal hai to me ap sab ko ak bat batata hon k hamaray masyial ka hal sirf aur sirf qurani assuloo me he. jab tak ham geyro kay balbutay per rahay ge tab tak hamra yahe hal rahe ga?
plz socho k hamaray buzrog aur baroon nay pakistan kay lyie kis lay qurbaniyan de hen pakistan ka matlab ka islamic qanoon aur lah illah ilalah.
plz madad karo jo iss qanoon k lye apna jan mal wakat sab kuch qurban kar chokay he aauo ham inkay shana bashana chaye ALLAH ham sab ka hami wa nasir (aamin)
adnan, karachi Friday, October 24 2008
پاکستان میں حکمرانوں کی فوج ظفر موج کب تک؟
مکرمی ایک طرف تو ہم پوری دنیا میں کشکول لئے پھرتے ہیں اور دوسری طرف ہم نے وزیروں اور مشیروں کی ایک فوج پال رکھی ہے، شاہ خرچیوں سے اگر پردہ اٹھایا جائے تو گھناؤنی شکلیں کھلتی ہیں۔ میری گزارش ہے کہ ارباب حکومت اگر سادگی اور کفایت شعاری کی راہ اپنائیں تو ہمیں کسی کے آگے دست دراز کرنے کی ذلت نہ اٹھانی پڑے۔
Abdulla Khan, Jhang Friday, October 24 2008
mairy khial main ab hamey batoo say ziada kar kay dekhany ka kam karna chaiey, kon kia karta ya kia kar raha hey , in batoo ko karney say hum serf waqat zaiy karty hain, ya hum khaty hey we love pakistan, pakistan zinda abad, kehna ya karna do separt chezin hey aur agar kuch karna chaity hey tu dair kis cheez ke who aisy key her insan who jis field main bhe hain imandari ,khloos, sachai , say kam kary pher dhekey , thanks
ghulam mustafa, lahore Friday, October 24 2008
اسلام علیکم برادران اسلام ہم کوئی بات نہیں کہیں گے بس اتنا کہیں گے کہ گھر کو آگ لگی ہے گھر کے چراغ سے اﷲ تعالی ہی اس قوم کو نیک ہدایت دے آمین آخر میں اتنا کہوں گا کہ سارے سیاسی لیڈر کو مار دو
shaikh hafiz muhammad zeeshan, karachi Thursday, October 23 2008
We can not drive our country on the road of prosperity until the rulers like zardari will rule on Pakistan. Actually, i am the student of BAR AT LAW, i was very ashamed in front of my English friends when they asked me, why you chose Mr.10% as president of your country. The circumstances of Pakistan are suggesting that there would be held revolution, i pray to ALLAH that Revolution would be peaceful. We should told to world that we are not bagger but our rulers are trying to prove that we are beggars, How long we ask the world to give us help. Pakistani people are most talented peoples in the world whether in country or in abroad, but this is our bad luck, we do not have good rulers who will guide the nation towards the prosperity.
RANA AAMER , UK Thursday, October 23 2008
Salam......bhai yah sab kahani hamaray apnay he gunahoo ka natejaa hai kyn kay "ershade rabani hai kay jab log gareeb ka haq dayna chore daytay hain namazein chore daytay hain to hum un loggon par asay hukum raan musalat kardaytay hain joo un par zulm kartay hain" bus baat yah hai samujh ki kay insan apnay ap ko sahi karay sab khud he sahi hojayee ga.....kyn kay ALLAH khud farmata hai "kay neezam woo he qaem rahta hai jis main insan ki bhalaee hooo"bus afsoos es baat ka hai kay hum loog ek dosaray par tankeed to kartay hain lakin sachaee koee bhee qaboolnay ko tayar nahi.........kharabi hum loogoon main hai.Log khatay hain kay pakistan nay hum ko kia main yah kheta hoo un loogoon ko kay bhai tum nay pakistan ko kia dia...........!
sarhan, karachi Thursday, October 23 2008
Displaying results 121-140 (of 184)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10First « Back · Next » Last