Home » Blogs »

بجلی کی قیمت میں سترہ فیصد اضافہ - عوام ایک بار پھر لاچار۔۔۔

حکومت کی جانب سے بجلی کی مد میں دی جانے والی پینسٹھ ارب روپے کی سبسڈی واپس لینے کے فیصلے کے بعد بجلی کی قیمت آئندہ برس بیس فیصد تک بڑھا دی جائے گی۔ پہلے مرحلے میں یکم جولائی دو ہزار نو سے بجلی کی قیمت میں سترہ فیصد اضافہ ہوگا، جبکہ دسمبر دو ہزار نو میں تیرہ فیصد تک بجلی کی قیمت بڑھا دی جائے گی۔ دوسری جانب واپڈا فاٹا سے اسی ارب روپے اور دیگر اداروں سے ایک سو بیس ارب روپے کے واجبات کی وصولی میں ناکام رہا اس ناکامی پر پردہ ڈالنے کے لئے بجلی کی قیمتوں میں اضافہ کیا جا رہا ہے۔

ٹرانسپرینسی انٹرنیشنل کے موجودہ سروے کے مطابق پاکستان میں گزشتہ تین سالوں میں کرپشن میں 400 فیصد اضافہ ہوچکا ہے جو کہ سن 2006 کے 45 بلین روپے سے بڑھ کر سن 2009 میں 195 بلین روپے ہوگئے ہیں۔ جبکہ محکمہ پولیس اور پاور کے اداروں نے سب سے زیادہ کرپٹ ہونے کی پہلی اور دوسری پوزیشن برقرار رکھی-

کیوں ہر بار حکومت اور حکومتی اداروں کی غلطیوں کا خمیازہ عوام کو ہی بھگتنا پڑتا ہے؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
Benazir Ki Death Ki Tehqiqat karwany ke liey Bijli ki 65 Arb Salana ki Subsidi Khatm kar ke 2 Arb 72 Karor kharach kiey ja rahy hain Haaalaanky Mohtram Zardaari Sahib Yeh Farma Chuky Hain ke Woh Qaatlon ko Jaanty Hain ...... Phir Awam Ke Liey Bijli Mengi Kar ke Aisi Tehqeeqaat Kion Karwaayi Ja Rahi Hain jiss ka Pehly Hi Pata Hay .... Or Agar Pata Hay to Phir Himmat Paida ki Joy Qom ke Liey Bijli ki Subsidi Khatam na ki jaye.... Or Sirf Aik Fard ki Buzdili ke Bayees Poori Qom ko Saza na di Jay.... Plz , Umeed Hay Qom Ka Qeemti Paisa Bachaa ker Ghareeb ki Falah o Behbood or Bijli ki Be Lagaam Qeemtoon ko Kam Karny pe Kharch Kia Jay Ga.... !!
Dr.Afzaal Malik, Rawalpindi Sunday, July 19 2009
Altaf Husain ka Chief Justic ko Khat jiss main Unhoon ne Currept Siasat Danon ko Arbon Kharbon ke Qarzay Moaf Karny ka Somoto Action Leny ki Apeel Ki gai Hay Poooori Qom ki Awaaz Hay. Umeed Hay Chief Justic of Pakistan Zaroor Qom Ki Aawaz pe So Moto Action Lein Gay. is Tarah Bijli Ki Qeemat 50% tak kam ho Sakti hain........ Hamain Kurrept Siasat Danoon ki Nahi Apny Piaray Pakistan ki Zaroorat Hay Jiss Ke Liey Sirf Gareeb Awam ne Bahut Qurbani Di Hay.... In Siadat Danoon ke to Bachy Bhi Mulk Se Bahir Taleem Hasil KarRahy Hain... !! Umeed Hay Qom "Looti Hui Raqm SiasatDanoon ke Paiton Se Niklwany main CJP or Altaf Bhai ke Saath Hain" Qadm Barhaoo Qom Aap ke Sath Hay..... !!
Dr.Afzaal Malik, Rawalpindi Sunday, July 19 2009
ye hamari hokomat sirf tax he lagane me lagi rahai gi ya koi or bhi kam hay inhe bijli ka bill dekh kar logon ko hart attack hone laga he shayad inhe maloom nahi bijli zarori hay jo chees yahan zarori hoti he wohi cheez ye mahangi kardete hain mere khayal me jitni cheesen ayashe ke liye istimal hoti hain on par double tax lagadein cigratte gutka pan is tarha ki cheeson par tax lagain or income karain
inhein mehanga karain take am admi ye chesen chor de or ameer admi istimal kare to os ka tax paid ho is tarha or bohat sare cheesen hain ap ko batane ki zarorat nahi
zohaib, Karachi Wednesday, July 15 2009
If KESC control on line lossess, kunda system by strict monitoring will not require to increase electricity tariff.
Hussaini, Karachi Tuesday, July 14 2009
Wapda ke Corrupt Afsraan ka Mohasba or Line Losis pe Qabu Pa Lia Jay to Tamam Masayle Hal Ho Sakty Hain... Afsos Hay ke Shareef Logon ko koi Rayet Deny ki Bajay Mazeed Ghaseeta Ja raha hay... Karachi main Sare-Aam Kunday Daal Ke Bijli Chori Ho Rahi Hay , Fata or Degar Qabayli Ilaaqon Main Bill Nahi Dia Jaata, Mulk ke Baaz ilaqon main Minimum Fix Bill Aata hay to Phir Sirf Punjaab Pe Zulm Kion ?? Wapda ke Line Losis 22% se bhi Barh Gay Hain Kia yeh Khuli Corruption ke Saboot Nahi? Aaj tak kissi Wapda ke Afsar Ke Khilaf Karrwayi kion nahi hui ?? Shayed Sabhi Corrupt Hain is liey .... !!
Khuram Shehzad, Rawalpindi Monday, July 13 2009

تم تیر آزماؤ ہم جگر آزمائیں

تم ستم آزماؤ ہم صبر آزمائیں


Khatri Abdul Razzaq Bheda, Karachi Sunday, July 12 2009
bijli ki qeemt ke hawale se sirf itna kehna chahta hoon ke agar saabik hakoomat is ki zimadaar hay to aaj tak kisi zimadaar ke khilaf koi kaarwayi kion nahi hui ? or agar mojooda hakoomat is ki zimadaar hay to bhi aaj tak is ki koi tafseelaat saamnay kion nahi aa saken ?? Awam ke liey arsa hayat tang karny waaloon ko chahyee bijli pe subsidi ka khaatma na karen awam ke liey koi aik khirki khuli rehny dein jahan se kuch itna hawa aati ho ke yeh us ki apni hakoomat hay... warna 2800 arab ka bajut kia sirf ghareeb awaam ne umraa ki ayaashion ke liey rakhaa hua hay ?? umeed hay hakoomat bijli ki qeemat barhhany ka silsila foran rok kar subsidy bahal kar de gi.... is main hakoomat or awam ki behtri hay!!
Dr.Afzaal Malik, rawalpindi Sunday, July 05 2009
ye to awam per Zulm hai. aik to light aati kam hai uper se charges ittne barha diye hain. ye goverment to awam ko SARE-AAM loot rahi hai. "GHREEB AWAM KAHAN JAYE EA LOOTNE WALO KUCH TO REHAM KARO KUCH TO REHAM KARO.
salma, Gujrat Wednesday, July 01 2009
اس ملک کا اللہ ہی حافظ ہے اس ملک میں صرف وہی جی سکتا ہے جو مکار٬ تیز اور چلاک ہو جو عام آدمی نہیں ہو سکتا اس لیے اس ملک میں عام آدمی کا جینا محال ہے۔ حکمران اپنے خرچے کیوں نہیں کم کرتے سارا بوجھ صرف عوام ہی کے لیے کیوں ہے زرداری اور نواز شریف اپنا پیسہ باہر کے بنکوں سے لا کر اپنے ملک میں کیوں نہیں رکھتے تاکہ روزگار بڑھے بلکہ یہ تو پاکستان اور اس کی عوام کی دولت ہے اللہ ہمیں ان حکمرانوں سے نجات دے آمین۔
salman, sahiwal Wednesday, July 01 2009
Asalamo alikum i think humray hukumrano ko zaroorat say ziada haram moun ko lag gaya hay jo har idaray main rishwat khori ko barhawa day rahay hain en k apny gharon main tu kahnay peenay ko wafir miqdar main mojood hay kio k humara khoone choos choos kar tu ye log phal phool rahay hain yaha sab say bari ghalti humari hay k hum aisay nalaiq or na aehal logon ko lay kar aaye jo mulk o qom ka bera gharaq karnay pay tulay hoye hain ye log hum say or es mulk say kia wafa karain gay bech khaya hay enhony sab bijli mahangi, ata mahanga, double sawari py pabandi har koi apna bhatta wasool kar raha hay yaha kursi hi enka mulk hay baqi koi kuch nahi enko apni jaibon say gharz hay ghareeb awam rul rahi hay mahangai k hathon en k jhotay tasalli dilason k aagay koi kuch nahi kar raha abhi koi leader awaz lagaye tu sarak py nikal kharay hongay sab per apnay asal haq k liye mahangai k khilaf koi nahi aye ga kio k awam ka koi nahi hay har aik ko apni parti apna mafaad aziz hay afsoos hota hay k ye hay humara Islami Jhamoriya Pakistan lanat hay hum pay or humary musalman or pakistani honay pay jo hum apni qadar nahi pehchanty jo apny mazhab say dur hotay ja rahay hain humari hi ghaltiyon ki saza hay jo aisay log hum pay musallat hain jo qoom khood apni qismat nahi badalna chathi ALLAH bhi uski koi madaad nahi karta ye hum bhool chukay hain aaam mazdur 6000 salary uthata hay per wo 10 din bhi dhang say nahi guzar pata pait palay wo sab ka ya un ki taleem daikhay esi liye humary haan chor dakoo bannay ka rujhaan ziada hay khudara raham khaoo khod pay or apni mojoda naslon pay nahi tu aany wali naslain en say bhi baddtar or buray halat ka shikar hongi apna ajj sanwarna chaho gay tu hi kal tum roshan mustaqbil k malik honge think about it yaha mujh say ziada samajhdar log hain main thehra aik aam say berozgar nojawan jo digree hath main liye ghom raha hay kon janay kal main kaha or ap kaha esi liye kehta hon khood pay raham karo warna ALLAH ka azaab jab aye ga tu saray dar band ho chukay hongay kaha suna maaf doston ALLAH hafiz
shoaib, Karachi Tuesday, June 30 2009
hakoomat ko is se kya bijli ki qeemat 17% increase ho ya 70% unhon ne kon sa bill jama krane hn. bill to bechare awam ne jama krane hn jin ka kam load shedding ki waja se pehle hi band hai. hona to ye chaiye k log bill hargiz jama na kraen or awam is faislay k khilaf roads pe nikal aen strikes kren government khud hi apna decision wapis le gi.president itna chanda ikatha kr k laya to hai us se 1 dam hi bna len india se pani ki chori to ye rukwa nai sakte
hani, lahore Tuesday, June 30 2009
برائے مہربانی عوام پر رحم کریں
Kamran, Karachi Tuesday, June 30 2009
میری تو رب سے دعا ہے کہ یا تو ہم کو موت آ جائے یا پھر اس ملک کے حکمرانوں کو موت آجائے(مجھے افسوس ہے کہ پاکستانی ہوں) میں آپ کو پورے دعوے سے کہہ رہا ہوں کہ آج کی حکومت اس ملک کو تباہ کر دے گی زرداری صاحب کو ملک سے نہیں پیسے سے پیارا ہے ۔
shahbaz, Rahim yar khan Tuesday, June 30 2009
humara mulk is time bohat si problem ka shikar hai ye humari islam se doori ki weja se hai hum log islam ko bhultay ja rehay hain kisi qom ko wesa hi hukmaran milta hai jaisi wo khud ho aaj humaray apnay amaal theek nahi hain jis ki weja se humay achay hukmaran nahi mil rehay hum sub ko is baray main kuch sochna chahiye
waqas, faisalabad Tuesday, June 30 2009
Asslam o Allikum mere dosto ye Government mukamal tor per nakam ho chuke hai. Mojuda Government se bijli ka bohran to hal ho nahi pa raha baqi masaiel kiya hall karne hai. Ap sub ko is mojuda Government ka Nara yad hona chaiye ''KHAPE PAKISTAN'' to wo ap dekh sakte ha waqi ap ke Government ne apna ye Nara bilqul sucha sabt kar ke dikhya hai. ALLAH Talla hamare Hukmrano ko poor awam ka khiyal karne ke tofeeq de (AMEEN)
Rizwan, Lahore Tuesday, June 30 2009
Zardari jasey Leader jis koom k hoon gay us ka yahi hal ho ga
Hasan, Rawalpindi Tuesday, June 30 2009
یہ جو کچھ ہو رہا ہے یہ ہمارا علاج ہے ہم اسی کے حق دار ہیں آگے آگے دیکھو اس سے برے کی توقع رکھو۔ کچھ بھی اچھا نہیں ہونے والا اور نہ ہی ہوگا۔۔۔۔۔۔شائد آئندہ آنے والی نسلیں کچھ کر سکیں ۔ ہو سکتا ہے ان میں کچھ غیرت ہو ۔ بہت افسوس ہے پاکستانی قوم کتنی بے حس، کمزور، بزدل اور قابل رحم ہے کہ ان کے ساتھ جو بھی ہو جائے مجال ہے کہ وہ اس کے خلاف احتجاج کریں۔ اسے اللہ کی رضا سمجھ کر چپ بیٹھ جاتے ہیں۔ اپنے حق کے لیے نہ بولنے والے لوگ آخر غلام ابن غلام بن جاتے ہیں۔۔۔۔
Irfan Ali, Rawalpindi Tuesday, June 30 2009
AS SALAM O ALAIKUM Hamaray President or jitnay bhi MNA or MP hain ALLAH un sab ko hidayat de. Zardari sahab bahir jaa k Friends Of Pakistan k naam pe Bheek mangte k Pakistan ki madad karo, to kabhi SAWAT k lye chanda ikhatta kya jata he wo sab kahan jata hai siwaye un ikhatta kerne walon or ALLAH k koi nahi janta. Awaam dhoop me kharay ho k bill ada kerti he. Kis ki khatir sirf or sirf mulk ki khatir. Per hamaray Aalaa Auhdedar is mulk ko kabhi taraaqqi kerte nahi dekh sakte. Or mazay ki baat to ye hai k bill bhi wo ada kiye jaate hain jis sahulat se awaam mehroom hain sirf is umeed per k ho sakta hai k ab un k dil me hamara dard aa jaye. Din k 24 ghanton me sirf or 6 se 7 ghante light meuassar hoti hai. Or jab Baran e Rehmat barsay to ye NAYAB ho jaati hai k 3 se 4 din to light moo chupaye bheti hoti hai. ALLAH FAROOQ E AZAM jesa Khaleefa hamaray mulk me bhej de or hamen Gunah na kerne ki toufeeq aata farma. AAMEEN
Mohammad Adeel, Karachi Tuesday, June 30 2009
اس ملک کا اللہ ہی حافظ ہے اس ملک میں صرف وہی جی سکتا ہے جو مکار٬ تیز اور چلاک ہو جو عام آدمی نہیں ہو سکتا اس لیے اس ملک میں عام آدمی کا جینا محال ہے۔ حکمران اپنے خرچے کیوں نہیں کم کرتے سارا بوجھ صرف عوام ہی کے لیے کیوں ہے زرداری اور نواز شریف اپنا پیسہ باہر کے بنکوں سے لا کر اپنے ملک میں کیوں نہیں رکھتے تاکہ روزگار بڑھے بلکہ یہ تو پاکستان اور اس کی عوام کی دولت ہے اللہ ہمیں ان حکمرانوں سے نجات دے آمین۔
Asad, Lahore. Sunday, June 28 2009
in our country there two classes,rich and poor.poor are very poor ,poor and upper poor. about more than 60 percent people are in this upper poor class but still they are poor.so in reality this is the class which will suffer more,so it is suggested to get this subsidy from the rich and not from poor.
DR.AKBAR, multan Sunday, June 28 2009
Displaying results 61-80 (of 116)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6First « Back · Next » Last