Aqeeda E Toheed K Baray M Shkook O Shubhat Ka Izala-4
(IQBAL JHANGWI, alriyadh)
Jb Ap Na Mazkora Bala Tafsilat
Ko Samjh Lia Our Is Shirk Ko Samjh Lia Jis K Baray M Allah Ka Irshad Ha; (Allah
Shirk Ko Bakhshnay Wala Nahen,, Albta Shirk K Siwa Jo Gonah Han Inhan Jis K Lia
Chahey Bakhish Day..Alnisa 48)
Toheed K Foaed........
Tammam Anmbia Ka Deen Islam Ha Is K Ilawa Koi Bhi Deen Allah K Han Kabool Nahen
Our Aj Kal Logoon Ki Azeem Aksriet Is Deen S Kis Qader Ghafil Our Jahil Ha. Ap
Ko 2 Ahem Faeday Hasil Hon Gay....
No 1 .
Allah K Fazal Our Rehmat Pr Khosi....
Jisa K Allah Ka Irshad Ha .... Aye Nabi Keh Do Allah K Fazal Our Rehmat Pr Wo
Khosh Han In Hi 2 Chezon Pr Khosh Hona Chahye. Yeh Is Behter Ha Jo Wo Samettay
Han- Younse..58)
No, 2.......Allah Ka Khof Our Dar,,,,,,,
Allah Ka Khof Is Waqet Our Ziada Ho Ga Neez Rah Nijat Ki Jostjo Our Barh Jai Gi
Jb Ap Yeh Jan Lan Keh Basa Okat Insan K Monh S Nikla Hoa Aik Lafez Osay Kofer Tk
Poncha Dita Ha. Kabhi To Jihalat Ki Waja S Our Kabhi Adani Ki Wajha S Jesa Mosa
A, I . Ki Kom A Motlba Kr Dia ....(.Aye Mosa ; Jasey In Logoon K Pas Ma Bood Han
Aesa Hi Hi Aik Mabood Hamaray Liay Bhi Bana Do ..Alarraf 138.)
Anmbia K Doshman.....
Yeh Bat Bhi Made Anazer Rakhen Keh Allah Ki Yeh Hikmat Rahi Ha K Is Na Jitnay
Nabi Rasool Bhajay In K Doshman Bhi Peda Frmaye..( Hm N Isi Tra Shreer Admion
Our Jinoh Ko Hr Peghmber Ka Doshman Bnaya,; Is Liay K Wo Aik Dosaray Ko Malama
Dar Baten Frab K Liay Sikhayen- Alinam112 )
Yeh Dosmnan Toheed Aloom O Moaraf Our Dlael E Kotab S Mashlah Bhi Ho Saktey Han
Jesa K Alaha Ka Irshad Ha ;; ( Jb In K Peghember In K Pas Nishanian L Kr Aye To
Wo Apnay Ilam O Liakat Pr Polnay Lagay- Ghafer 83 )
Deen Islam Janna Zarori Ha......
Jb Ap Jan Lia K Allah Ki Rah M Deen K Doshman Bathey Han Jo Ilam O Fashat Our
Dleel O Brhan S Moslaah Bhi Han To Ap K Liay Zaroori Ho Jata Ha K Deen Ka Itna
Itna Tou Ilm Tou Zroor Hasel Karen Keh Jo Doshmanan Deen S Larnay K Liay Kafi Ho
Sakey' Jin K Peer Ablees Na Allah S Kaha Tha ,,,,( M Bhi Tari Seedhi Rah Pr In
Ki Tak M Bethon Ga; Phir In K Pas In K Agey S Our In K Pechay S Aon Ga Our In Ki
Dahni Tarf S Our In Ki Bayen Tarf S ' Our Tou Aksar Admion Ko Huker Guzar Na
Paey Ga Alaraaf;16-17 ) ......
Jari Ha