Roshni Ki Nai Kiran

(anjum, lahore)

Aj Kal Hamaray Mulki Halat Bhot Khrab Hain Ye To Sb Jantay Hain Hamra Mulk Mukhtalif Masael Say Do Char Hy. Ham Nazar Dorain To Hamay Apnay Mulk May Her Taraf Masael Hi Masael Nazar Atay Hain .In Masael Ki Waja Srf Hakumat Hy.Ye Tamam Masael Hamari Hakumat K Paida Kr Da Hain.Aur Is Hakumat Ka Intakhab Krnay Walay Hm Khud Hain.Agr Hum Sai Intekhab Krtay To Shaid Hmay Itnay Ziada Masael Ka Samna Na Krna Parta.Itnay Muskil Halat May Awam Is Hukumat Aur In Azmaye Huvay Chero Say Tang A Chuki Hy.Hamri Tamam Ummedain Jo Hukumat Say Wabsta Thi Dam Tor Chuki Hain.Aisay Muskil Halat May Hamy Srf Aik Insan May Roshni Ki Kiran Nazar A Rai Hy Wo Hain Pakistan Tehreek Insaf K Chairman Imran Khan.Imran Khan Aik Azeem Insan Hain.Hamay Chaye K Aik Moka Uny Dana Chaye .Imran Khan Agr Pakistan May Apnay Azam Say Word Cup La Saktay Hain To Wo Mulk May Tabdeeli B La Saktay Hain.Imran Khan Ka Sath Is Liye B Dana Chaye K Ino Ny Apny Bal Botay Pay Siasat May Qadam Jamaye Hain.Agr Hm Baki Siasat Dano Ko Dakhain To In Ki Siasat Un Ko Virasat May Mili Hain Aur Yai Cheray Itnay Salo Say Pakisatan May Hukumat Kartay A Rahe Hain Per Koi Tabdeeli Nai La Sakay.Her Bar In Ka Jhotay Wado Pay Bharosa Kia Jata Hy Lakin Nateeja Kch Nai Niklta.Is Liye Hmy Hd Tabdeeli Lana Ho Gi Apnay Mulk May.Mulk Ko In Lotero Say Bachana Ho Ga.Jb Tak Hm Khud Nai Kch Krain Gay Kch Nai Badlay Ga .Is Liye Hamy Imran Khan Ka Intikhab Kr K Naye Chero Ko Azmana Chaye Kuy K Un Pay Na To Koi Badanwani Ka Case Hy Aur Na Koi Aur.Jb Wo Aik Atchay Captan Sabat Ho Saktay Hain To Meray Khayl Say Aik Atchay Leader B. Uno Ny Awam Ki Flah K Liye B Kam Kiye Hr Muskil Ghari May Awam Ka Sath Dia Us Ki Bari Misal Shoukat Khanam Haspital Ki Hy.Hamay B Chaye K Imran Khan Jasay Purazam Insan Ko Aik Moka Dana Chaye .Imran Khan Hi Hamaray Liye Roshni Ki Nai Kiran Sabat Ho Saktay Hain Ye Purany Cheray Purani Hakumat Nai .To Aye Mulak Bachanay May Imran Khan Ka Sath Dain Sab Mil K.

anjum
About the Author: anjum Read More Articles by anjum: 3 Articles with 2872 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.