DEPRATION

(shayan, karachi)

Zindagi Ke Is Teez Dor Mein Hum Apnein Aap Ko Bhool Gaein Han ?.... Bs Bhago Bhago Kheta Chala Jaraha Ha. Humharein Demagho Pr Bs Aik He Bt Sawar Hein K "Agr Teez Nahi Chalein Tu Hum Pechein Rah Jaein Ga Or Phir Hm Kabhi Khushiyo Walein Zindagi Nahi Guzar Paenga Or Phir Humara Kiya Honga . Essein Mein Hum Apni HEALTH Ko Bhol Jatein Hein ! Or Apnein Demagh Ko Hr Wqt Dorratein Rahtein Ha . Oor Phir Aik Waqt Essa Ata Hein Jb Humara Demagh Kuch Kr He Nahe Pata Hein.. Oor Humhare Soch Sirf Soch He Bnein Lgtein Ha .... ..Oor Akhir Mein Yein Lagnein Lagta Ha K Hum Ab Khuch Nahi Kr Paengein, Bs Wo Jo Humre Soch Hote Ha Phir Wo Such Bn Jatein Ha .................Oor Phir Hm DEPRETION Ka Shekar Honein Lagtein Ha...Oor Phir Hum Mein Cherchrahut Bhe Peda Honein Lagtein Ha .. Oor Akhir Mein Humhare Pass Kuch Nahi Buchta Oor Hm Apni Sehut Ko Koh Batein Ha .....................Tu Dekhe Teez Chalnein Ka Kiya Noksan Hoa Lekin Ab Ya Nahi K Hm Sostein Ka Mozahira Karein. Bs Humein Hr Kam "MEYANA RAVI" Sein Krna Chein Takein Hm Kamiyab Bhe Ho Oor Khush Bhe Rah Sakein Janein Say Pehley Aik Akhre Bt Kah Kr Jaonga K "KHUSHE INSAAN K ANDR HOTEIN HA KESEIN CHEZ MA NAHI CHAEIN TU DAAL KAH KR KHUSH HOJAEIN YA PHIR CHIKEN BIRYANI WEGHARA WEGHARA " Ya On Logo K Lein Ha Jo Essa Sochtein Ha Mare Aik Rai Sochein Zaida Mt Chorein Zaida ALLAH Pr Oor Apna Kam Krtein Jaein Emandarein Sa INSHALLAH Zarror Kamiyab Hongein " ~~~~~ KHUDHA HAFIZ~~~~~~~~

Disclaimer: All material on this website is provided for your information only and may not be construed as medical advice or instruction. No action or inaction should be taken based solely on the contents of this information; instead, readers should consult appropriate health professionals on any matter relating to their health and well-being. The data information and opinions expressed here are believed to be accurate, which is gathered from different sources but might have some errors. Hamariweb.com is not responsible for errors or omissions. Doctors and Hospital officials are not necessarily required to respond or go through this page.

shayan
About the Author: shayan Read More Articles by shayan: 2 Articles with 1978 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.