Soul[rooh] and body [jism]
(Afshan Rahman, Chicago usa)
The Different Between Your Body
And Soul.Aaj Ka Mozoo Ye Hay Keh Rooh Or Body Kiaa Cheese Hay Or Oos Ke Ferk
Kiaa Hotta Hay.Rooh Yani Soul Our Body Yanee Apka Jism.Kioonke Hum Ko
Information Hi Nahi Hay Ke Yeh Sab Kiaa Hay Na Sochte Hein.Na Koshish Ki.Ager
Aap Sochen Ke Adam Alehsalaam Ki Pehle Body Banaee Gaee Or Phir Allah Tallah Ne
Rooh Dalee To Insaan Ka Wojood Qaem Hoowa.Dono Milker Insaan Ki Zindegee Qaaem
Hoowee.To Insaan Apni Life Guzarta Hay Or Jab Intiqaal Hota Hay To Jism Se Rooh
Nikali Jaatee Hay Or Jism Ko Zameen Mein Hi Dala Jatta Hay Kioon Ke Oos Ka
Wojood Matti Se Banaya Gayya Hay.Or Rooh Asmaan Per Chalee Jatee Hay.Zaher Hoowa
Keh Jism Fanee Or Rooh Hamesha Ke Lia Hoowee.Hum Her Waqt Is Fanee Jism Ki
Feeker Kerte Hein Acha Food Take Health Sahi Rahe Face Ko Cleane Kerte Hein Take
Khoobsooret Nazer Aae Body Ko Strong Kerne Ke Lia Heathy Food Exercise Kerte
Hein.Doosron Ko Impress Kerne Ki Feeker Kerte Hein.Ek Din Esaa Insaan Ki Life
Mein Atta Hay Keh Rooh Jism Se Juda Hojaatee Hay Or Koee Rok Nahi Sekta Rooh
Jism Se Nikel Jatee Hay.Al Quran Mein Hay Keh Naik Rooh Ko Nikalne Waale
Ferishte Alag Or Napak Ke Alag Hote Hein Ab Sawal Hota Hay Keh Pak Rooh Or Napak
Rooh Kese?.Pak Rooh Woh Hogee Jin Ko Aapne Pak Food Deea Hoga Ab Sawal Hay Ke
Rooh Ki Food Kiaa Hay .Rooh Ka Food Namaz - Roza- Zakat Sadka- Umrah Hajj Or Her
Naik Ammal Jo Insaan Ne Apni Life Mein Kiaa Hoga To Rooh Strong Hogee.Ebadet Se
Rooh Jo Nazer Nahi Atee Paak Hotee Hay.Logon Ki Kher Khahi Or Hokook Allah Or
Hokook Al Ebaad Sab Ke Haq Adda Kerna Chae Parents Ka Haq Children Ke Haq
Brothers Or Sisters Or Tamam Rishte Dar Jin Ka Haq Hay.Al Quran Ko Meanings Se
Per Ker Ammal Kerna Chae.Aajkal Internet Ki Waja Se Asaani Hay Tefreeh Ke Saath
Ager Kuch Time Aap Islam Ki Baaten Paren Or Samjhen To Acha Hoga Take Hamaree
Rooh Naik Ho.Al Quran Ki Meanings Bhut Zarooree Hay Aajkal Videos Bhi Hein
Lectures Bhi Hein .Islam Srf Molvi Ke Lia Nahi Hay Balke Tamam Insano Ke Faede
Keh Lia Hay.Her Hukum Mane Mein Insaan Ka Faeda Hota Hay Or Rooh Strong Or Pak
Hogee.Life Ka Time Jo Mila Hay Ose Zayya Na Karen Or Apni Jism Ke Saath Rooh Ko
Pak Kerne Ki Feeker Bhi Karen.That All For This Time Take Care.