Nakhushi

(Sayyeda Aribaa, Latur)

Amir Almomin Hazrat Ali RA. Ek Dafa Bazar Tashrif Ly Gay To Dekha Ek Kanez Khajor Ki Dokan K Pas Khari Ro Rahi Hai Aap RA. Ne Daryaft Kia To Kanez Ne Javab Deya Mere Aqa Ne Khajor Vapis Kardi Hai Y Dukandar Leta Nahi Hai Aap RA.Ne Dokandar Ko Khjor Lene Or Kemat Vapis Dene Ko Kha Dokandar Ne Inhai Jharak Deya Log O Ne Kha Khabar Hai Kise Jherak Rahai Ho Usne Kha Nahi Logo Ne Kha Amir Almomnin Hai Usne Kha Janab Mujh Sy Naraz Ho To Moaf Karday Aap RA. Ne Farmaya Jab Tum Imandari Or Rastbazi Say Moamla Karogay To Mere Nakhushi Ki Koi Vajha Nahi.

Sayyeda Aribaa
About the Author: Sayyeda Aribaa Read More Articles by Sayyeda Aribaa: 17 Articles with 23397 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.