Masroof Zindagi 1 Waqt Ki Namaz Ko Mushkil Bana Deti He
(Najamuddin Ghanghro, Karachi(original from Larkana))
Masroof Zindagi 1 Waqt Ki Namaz
Ko Mushkil Bana Deti He, Lekin 5 Waqt Ki Namaz Masroof Zindagi Ko Aasan
Bana Deti He. Hades-E- Nabvi S.A.W.W Jis Ghar K Darwaze Rishtedaron K Liye Band
Rahen, Jis Ghar Men Azan K Waqt Khamoshi Na Ho, Jis Ghar Ya Jaga Pe Makri K Jale
Lagy Hon, Jis Ghar Me Suba Ki Namaz Na Parhi Jaye , To! Wahan Rizq Ki Tangi Or
Be-Brkti Ko Koi Nahi R0k Skta.
(IQBAL's) "Thori Si Thakawat Pe Namaz Na Chor, "AEY INSAAN" "Un Se Kuch Seekh
Jinho Ne Jism Me Khanjar Hote Hue Bhi Aakhri Sajda Na Chora...!
Namaz Parhne Se Agar Tum Buray Kaam Or Gunah Se Baaz Aaja0 To Samaj Lena K
Tumhari Namaz Qabo0l Ho Rahi He.
Allama Iqbal) "Kiya Huwa Jo Tere Maathe Pe Hen Sajdon K Nishan.. "Koi Aisa Sajda
Bi Kar Jo Zameen Pe Nishan Chor Ja.