Duniya Bhot Zalim H. Jo Kabi Be
Kasi Ka Sath Nahe Daiti. Khamosh Rah Kr Sarf Dor Khaari Tamasha Dahkti Rahti H.
Or Kabi To Khaara Hona Be Pasand Nahe Krti.Atni Zalim K Bsss Na He Bt Ki Jay To
Acha H. Agr Koi Apna Rawiya Tabdeel Karna Be Chahy To Ya Duniya As Ko Ya Kam Na
Karny Per Majboor Kr Daiti H. Or As Qader Majbooor Kr Daity H K Insan Apny
Saanss Khatam Kr Daita H Magr Ya Duniya Nae Badalti. Or Insan Majboor Ka Majboor
Ho Kr Rah Jata H. Kis Qader Zalim Ka Na. Apny Bhot Sy Phalo Hamy Dakhti H Kabi
Ya, To Kabi Wo, Kabi As Tarf Sy To Kabi Os Tarf Sy,Kabi Barish To Kabi
Dhoop,Kabi Phool To Kabi Kanta,Kabi Roshani To Kabi Andaira,Kis Kis Tarha Sy
Hamary Zindagi My Dakhal Andazi Krti H.Ktni Be Shar O Haya H Na. Chalo Khair
Dakhty Hain K Ya Kis Qader Tek Zalim Hoti H. Magr As Ki Darestagi Hoti Nazer Nae
Ati. Chahy Phool Or Kaanty Ek He Jaga Rah Rahy Hain. Or Jub Phool Or Kaanty Ek
Jaga Rah Rahy Hain To Hamy Kia Takleef H.Takleef To On Phoolo Ko Be Nae Hoti. Or
Asa Mahsoos Hota H K As Nazok Sy Phool Ki Hifazat Ya Kaanty He To Kr Rahy Hain.
As Duniya My Be Kuh Phool Hain Or Kuh Kaanty Jaisy Log. Do Alag Alag Such Rakhny
Waly, Do Alag Alag Seerat K Hony K Bawajod Akhty He Hain.Duniya To Ek Samander H
Mushkilat Ka. Kuh As My Doob Jaty Hain Or Kuh Tarna Sheek Jaty Hain. Jo Taraki
Skeek Jaty Hain Wo As Dnuiya Ka Mukabela Kr He Laity Hain.Chahy Jo Be Kaanta Ho.
Barish Ka Musam Ko Bardash Kr He Laity Hain. Bssssssssss Jo As Samndar Ko Abor
Kerny Ma Kamiyab Nae Hoty Wo Doob Jaty Hain Or Zada Taar Phool Hoty Hain.