Baap Ki Mohabat

(A.N Bajwa, Sialkot)

Baap Ki Mohabat Ka Tu Kasi Ko Andaza He Ni K Baap Ki Mohabat Hote Kia Ha..Baap Ki Mohabat Ki Vaja Se He Tu Ajj Hum Saab Ache Ache Degrees Le Chuke Haan..Baap Ki Mohabat Ne He Humane Chalana Shakaya Bolana Shakyaan..Baap Ki Mohabat Se He Tu Hum Acha Libaas Pehan Shkte Haaan...Baap Ki Tareefun Aur Mohabt Mein Shayad Alfaaz He Khtam Ho Jyun K Baap Ki Mohabat Hmre Lye Kitne Zaroori Ha....

Baap K Sath Attachment 1 Batay(Son) Se Zayda Beti(Daughter) Ko Hone Chahye..Jo Baap Apne Beti Se Boht Mohabat Karta Ha..Es Mein Koi Shaak Nahi K Heer Baap Apne Beti(Daughter) Se Boht Mohabat Karta Haa...

Lakin Mein Baat Kasi Aur Pehloo Pe Kaar Rii Hun...Pyare Tu Duniya Ka Heer Baat Karta Ha Lakin Vahan Pyare Mein Kami Ae Jati Haan Jahan Care Mein Aur Attachment Mein Kami Ae Jati Haa..Kun K Care Aur Closeness He Mohabat Ka Dosra Naam Haaa....

Aqar Duniya Ka Heer Baap Apne Beti Ko Pyare K Sath Sath Care Dye..Aur Restrications Kaam Lagye..Agar Beta(Son) Ko Dressing K Bare Mein Mana Nii Kaar Rahe Os Ko Heer Qasim Ka Fashion Aur Study Ka Aur Sahat Ka Khyal Rhka Ja Raha Ha Vo Utna He Haaq Beti Ka B Haa...Agar Beta K Affair Ko Serious Nii Lia Ja Raha Vo Baat Bus Mazaq Mein He Rehki Ja Rii Ha Aur Beti (Daughter) Ki Sachi Mohabat Pe Be Os Ko College Aur University Vagra Ni Bhja Ja Raha Vo Galat Ha....Ese Cheez Se He Hmare Societies Mein Girls Bore Kadam Utha Lyte Haaan..Larki Pyare Aur Care Ki Bhooki Hote Haaa..Agar Vo He Pyare Os Ko Ghar Se Mila Ho Yani K Apne MAA Aur BAAP Se Vo Kabi B Enn Fazool Pyare K Chakroon Mein Nii Partii....Jo Os Ki Izaat Ochaal K Rhk Dyte Haan.....

Jaab Ghr Se Pyare Mein Kami Aye Gii Tu Larki Zaroor Bahar Koi Galat Kadam Uthye Dii..Os Ko Baki Mohabat Ache Lagana Shoru Ho Jye Giii...Lakin Saab Se Azeem Mohabat Baap Ki Haa....Jis Ki Na Mohabat Temporary Hoti Ha Aur Na He Kasi Baap Ko Ya Khyal Ata He K Mere Beti Pyare Nii...Baap Ki Mohabat Agar Ajj Kaal Ki Society Ko Dhk K Andaza Lgaya Jye Tu Larki K Lye Boht Zayda Zaroori Haa.....
 

A.N Bajwa
About the Author: A.N Bajwa Read More Articles by A.N Bajwa: 7 Articles with 7988 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.