Duniya Main Ajj Ke Is Door Main
Nain Shayd Ye Khena Theek Ho Ga Ke Her Door Main Hi Or Time Pe Logon Ke Pass
Rishton Ko Jeene Se Zada Ahamiyat Dolat Or Dolat Mandon Ki Rahai Hai Or Kuch
Gharane To Ase Hain Jhan Per Dolat Ke Pechy Bhagten Howe Insaan Apne Dil O Jaan
Se Chaha Jane Wale Risto Ko Hi Manjdhar Main Hi Chod Diya Or Jo Log Kam Taleem
Ka Ya Sirey Se Hi Padey Likhey Nain Hain Whan Per Pury Ghar Per Sirf Ek Ka Hi
Raj Chalta Hair Or Walideen Tak Us Ek Ko Ase Late Hain Jese WO Koi Ehasaan Ker
Ra Hai Or Natija Ye Hota Hai Sahi Or Galat Ka Haq Or Batil Ka Sab Ka Fark Us Ek
Ke Nazdeek Khatam Ho Jata Hai Jab Ke Jo Log Taleem Se Arastan Hain WO Khushhaal
Zindagi Basar Kerte Hain Han Ek Cheez Jo Bhut Zarorri Hain Her Insaan Dusry. Se
Allag Hai Jese Her Kittab Main Ek Si Khahani Nain Hoti Wase Hi Sab Ki Zindagi Ek
Si Nain Hoti Esliye Humare Apne Andar Ki Roshni E Shaor Ko Zaror Jalay Rakhna
Chain Take Hum Logo Ki Ya Duniya Ki Ice Race Is Dod Ka Hisa Na Bane Or WO Sirf
Tab Ho Sake Ga Jab Hum Ehasaas Ki Shama Se Ehasaas Ki Lu Ko Jala Ker Behasi Ke
Is Andhery Ko Thoda Thoda Ker Kam Ker Sake Gen Kisi Ke Kam A Ke WO Apne Wajood
Ko Paye Na Ke Kisi Ke Wajood Ki App Bhesaki Ban Jao.