بسم اللہ الرحمن الرحیم
|
Hazrat Abdullah Ibne Abbas se riwayat ha k
Sarkar e do aalam (S.A.W) ne farmaya
Juma-tul-mubarak ki shab ALLAH tamam muslimin ki magfirat farmata ha.
Hazarat Sheikh Abdul Qadir Jilani (R.A) farmatey hain
Ulmae karam ki 1 jamat shab-e-jumma ko shab-e-qadar per fazilat deti ha
kyonki shab-e-jumma bar bar aati ha (aur shab-e-qadar saal ma 1 bar) is lye
is ki fazilat barh jati ha. (ganiuatut-talbeen)
Lehaza hum musalmano ko chahye k shab-e-jumma khob tar ibadaat aur
girya-wazari kartey hue guzarien ta k ALLAH ki rehmat hum per khas ho jaye
aur AAKHIRAT aur DUNIYA duno sudhar jaye. |