Saffar Shumaal Kay(Episode 139)

(HuKhan, Karachi)

Naltar Water Fall Bhut Hee Yakh(Chilled) Thee Us Se Anay Wali Hawa Kay Sath Parnay Wali Pani Ki Phohaar Iss Qadar Thandee Thee Jisam Ka Sara Paseena Kahein Milon Dour Bahgh Gia Ubh Naltar Lake Aur Bee Masoom See Kici Neeli Pari Ki Tra Dikh Rahee Thee,,,Yar Dour Been Huni Chaiye ,,,Kia Nazaraa Hay,,,Har Taraf Khubhsoratee,,,,Taazghi,,,Nazaray,,Kia Kia Nahi Bas Sab Kuch Hay,,Haryaali,,Pahaar,,,,Pani Wo Bee Neelay Asmaan Jasa,,Humaree Baat Ko Pehlay Tu Sab Nay Ghor Se Suna ,,Pher Kalim Nay Kahaa,Khan Sahibh Asal Baat Tu Bol Dijiye Hum Nay Sawaliya Nazrun Say Dekha ,,,Matlab Koi Shier Hu Jaye Hum Nay Dil Mein Khush Hutay Huay Kahaa Ajh Iss Jasay Ashiq E Shakam Insaan Kay Munh Say Asee Baat Humein Apnay Gunahghaar Kanuu Par Yaqeen Nahi Aa Raha Tha,,,,,,,Kalim Nay Dono Kanu Ko Hath Lagaya ,,Khan Sahib Meri Toubah Ju Mein Ap Say Asee Gustakhi Karun Aap Jasay Naam Nehaad Shaaerun Nay Asli Shaerun Ko Bee Ghutnu Ghutnu Badnaam Kar Rakha Hay,,Mera Matlab Aap Ju Dour Been Ki Farmaish Kar Rahayn Hein Aap In Jheel Kay Kinaray Jal Parion Ka Nzaraa Karna Chahtay Hein...Hum Nay Bee Foran Jawabh Diya Jee Bilkul Hum Bee Akhir Insaan Hein Humaray Bee Jazbbat Hein ,,,,Humaray Hath Bee Peelay Hun,,,,,,,Yaar Peelay Nahi Wo Bee Hath,,Na Na,,,,,Ap Ka Munh Serf Kala Hu Sakta,,,,,,Sohail Nay Kici Pechlay Janam Ka Badla Liya,,,,,,,Yaar Tu Sheir Par In Ka Baap Bee Sunay Ga,,,,Mein Hu Na,,Navid Humaree Rescue Ko Aa Gia,,,,Bas Teray Hath Peelay Tab Hee Hun Gay Gar Mein Ap Ka Dulha Ban Jaon ,,Magar Mein Asa Risk Nahi Loun Ga,,Sab Zor Zor Sey Hanslay Lagay,,,,,,,Yaar Ajh Koi Gilgit Pohanch Kar,,,Koi Malishia Dhundain Gay,,,,Uss Ko Pasay Kon De Ga,,Sohail Ki Baat Par Navid Nay Humaree Taraf Dekh Kay Kahaa,,,,,Yaar Iss Mein Asa Kiya Kalim Nay Bhut Puretmaad Lahjhay Mein Kahaa,,Pehlay Wo Humaree Malish Karay Ga Pher Baad Mein Hum Uss Ki Malish Kar Dein Gay Iss Mein Pasay Ka Kia Lain Dein....Hum Sab Nay Kalim Ko Iss Ki Zahanat Par Khubh Daad Dee,,,Wah Kia Malishiana Soch Hay Bahi Ki Navid Nay Kahaa Aur Pher Se Cigrete Sulgha Liya(Jaree Hay)

HuKhan
About the Author: HuKhan Read More Articles by HuKhan: 1124 Articles with 1253990 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.