Gilgit Mein Ajh Humaree Akhree
Raat Thee J S R Hotel Ki Lights On Hu Gein Thee Sorajh Thak Haar Gia Wo Humein
Karachi Ki Tra Na Jhulsaa Saka Pher Uss Nay Gilgit Ko Chand Ki Chandni Kay
Hawalay Kar Diya ,,,,,,Sohail Ko Naltar Ki Lake Aur Water Fall Yaad Aa Rahee
Thee ,,,,Yaar Kia Jagah Thee,,,,,Naltar Thee,,,,,,,,,Kalim Nay Mazaaq Mein
Kahaa,,,Meray Oper Tezee Say Humla Karta Hay,,,Khan Sahibh Ko Kuch Nahi Bolna
Jis Nay Wadaa Kar Kay Daal Par Tarkhaa Diya Ubh Tu Munh Bee Masoor Ki Daal Sa Hu
Raha Hay Sohail Nay Masnoi Ghusay Say Taanay Baaazi Ki,,,,,,,,,,Ubh Ye Apni
Simran Ko Kiya Munh Dekhaye Ga,,,,Navid Nay Bee Keechar Mein Chalangh Laga
Dee,,,,Ubh Cheentay Tu Anay Hee Thay,,,,,,Iss Ko Dekhu Khamoshi Say Notes Bana
Raha Hay Fasaadh Ki Jar,,,,,,,Sohail,,Nay...... Humaree Taraf Dekh Kay Muskara
Kay Humla Kiya,,,,,,,Ajh Kal Sholay Ka Vjay Babu Nahi Inn Mein Halool Kar Raha
,,,,,,,,Laghta Hay Koi Gabar Singh Takar Gia,,,,,,,,,,Hum Nay Line Adhuree Chor
Dee Paper Side Pocket Mein Daal Liya,,,,,,Yaar Simran Bahbhi Ka Mamlaa Hay Hum
Bolein Gay Tuu,,,,,,,,,,Chota Munh Baree Baat Hu Jaye Gee,,,,,,,,,,,Ye Kadu Size
Munh Ubh Bee Chota Hay.........Kalim Nay Zor Daar Kahkahaa Laga Kay
Kahaa,,,,,Iss Ko Tu Koi Diano Ka Munh Laga Du,,,,,,,Sohail Nay Muskara Kay
Humaray Munh Ki Taraf Eshara Kiya,,,,,,,,,,,,,,Yaar Gilgit Dekhu Pahaar Dekhu
Chand Ki Chandni Dekhu,,,,,,,Mera Munh Tu Karachi Tak Sath Hee Jaye Ga,,,,,,Iss
Par Poetry Baad Mein Kar Laina ,,,,Hum Nay Apni Jaan Churaiee,,,,,,Khabar Daar
Meray Bahi Kay Munh Ko Zara Bee Kuch Kahaa,,,,,,,,Navid Nay Elaan E Jangh Kar
Diya.,,,,,,,,Gilgit Jinah Road Ki Trafic Kam Hu Kay Nahi De Rahee Thee Jin
Siaahun Ki Garee Late Thee ,,,,,,Wo Hunza Ka Rasta Poch Rahay Thay Agay Jaein
Naa Jaein Sab Faisla Kar Rahay Thay,,,,,,,,,Agar Ap Safar Kay
Douraan..........Bhut Zayda Mashwaray Kaerein Gay Tu Samajh Lijiye Aap Ka Zayda
Safar Mashwarun Mein Cut Jaye Ga,,,,,,,,Fazool See Behas,,,,,,Bas 1 Ya 2 Faisala
Karein.......Matlab 1 Captain Aur Dosra Vice Captain,,,,,Bas,,Werna Safar
English Wala Suffer Ban Jata Hay(Jaree Hay_