Ek Asehi Kahani Jis Me Sb Kuch Thk Hota Ha Likin Koi Kisi K
Sath Nai Deta Or Har Shkhs Dosre Shakh Ko Yh Ehsas Delata Hai K Woh Ghalat Hai
Or Woh Jo Kar Rahe Hai Woh Bhi Ghalat Hai Akhir Aj Kl K Zamane Me Kn Kisi Ki
Sunta Hai Bus Sb Apni Suna Dete Hai Or Tanqeed Kar Kar K Yh Ja Woh Ja Phir Kn
Kis Ko Pouchta Hai Jb Koi Barbad Hojata Hai Kn Kisi K Liye Khushiyan Lata Hai Jb
Koi Muskurana Hi Bhool Jae Kn Kisi Ka Bhaala Chahta Hai Yh Door Tw Asa Hai K Jo
Hum Bol Rahe Hai Woh Karo Chahe Tumhare Liye Bura Hai Ya Acha Bus Karo Q K Aj Kl
Bhi Larki Ko Janwar Se Km Nai Samjha Jata Hai Wohi Dukh Wohi Pareshani Jo 1400
Saal Phele Thi Woh Aj Bhi Hai Aj Bhi Kia Kisi Aurat Ki Izzat Mehfooz Hai Kia?
Koi Larki Ya Koi Aurat Ankh Utha Kar Jee Sakti Hai? Nai Bilkul Nai Ya Tw Woh Log
Jeete Hai Jin K Pas Khoob Paisa Ho Ya Phir Woh Log Jin K Pas Kisi Kism Ki Takat
Ho. Kaha Gaya Ek Gareeb Or Aam Admi Kahin Nai Bus Apne Ghr K Kone Me Chupe Betha
Ha K Kahin Usko Kisi Or Pareshani Ka Samna Nai Karna Par Jae.