Assalamoalikum Dosto!
Pyar Lafzo Mein Kahan Ye Aj Ka Hamara Artical Hai ...
Janty Hain Ap Ajkal Ky Doore Mein Pyar Gum Sa Gya Hai Ya To Koi Iska Asal Matlb
Nai Janta Ya To Koi Isy Bus Mazak Smjta ... Jabky Asal Pyar Ki Khushbu Agly Ki
Baton Se Usky Lafzo Se Usky Lehjey Se Mehsus Hoti Magar Afsos Dosto Aj Kal Ye
Pyar Ye Ehsas Ye Khushbu Rahi Hi Kidhar Hai....
" Jane Wo Kaisey Loge Thay Jinky
Pyar Ko Pyar Mila"
Dosto Ye Haqeeqat Hai Wo Bhi Karwi Wali Ky Koi Bhi Aj Tak Pyar Ko Ni Samaj Saka
Ya Jo Samjha Usy Logo Ny Mashrey Mein Badname Kar Diya Yehi To Riwayat Chali A
Rhi Jo Pyar Kary Usy Dard Do Jo Na Kary Usy Zindagi Bhar Ka Sath Do ..
Akhir Kab Tak Esa Hota Rahy Ga ...Pyar Ko Samjhna Pyar Ko Apnana Her Ek Ky Bus
Ki Baat Nai Magar Phr Bhi Aj Kal Ky Loge Pyar Karne Walo Ko Zaleel Karty Unhy
Juda Kar Detey Ek Nai Hone Daity, Akhir Ku?
Kia Pyar Karna Jurm Hai Kia Kisi Se Pyar Se Baat Karna Jurm Hai?
Nai Dosto Pyar Karna Jurm Nai Hai Balkey Pyar Karne Walo Ka Sath Dena Achi Baat
Hoti.Dosto Kehty Hain Na "Khuda Bhi Unki Madad Karta Jo Apni Madad Ap Karty"
So Humein Chahiye Ky Hum Aj Ky Doore Ky Logo Ki Soach Badlein Or Apny Mashrey
Mein Achi Tabdeeli Laein ...😊
Ehlaqi Sabak...
" Dosto Pyar Karna Jurm Nai Magar Us Pyar Ko Qaeem Rakhna Bohat Mushkil Hota Her
Ek Ky Bus Ki Baat Nai ... So Ager Ap Kisi Se Pyar Karty Hmesha Waise Hi Rehna
Kabhi Khudko Kisi Ki Wjah Se Tabdeel Mat Karna Tab Hi Khush Reh Sako Gy..."✔