Nuskha E Kamiyabi

(Hukhan, Karachi)

Qarein Ko Bata Dun Ju Kamiyabi Ki Kunjiyaan Mein Yha Likh Rha Hun,,,,,,,,Ye Mry Apny,,,,Zaati,,,Tajraby,,,Mushahiday,,,,Mutalay Aur Taleemi Etebaar Say Muratabh Kr Rha Hun,,,,,,Is Liye Byhad Ghaltiyan,,,Kamzooriyan,,,,,,,,Aur Kotahiyan Hun Gee,,,Qun Kay Na May Koi Alama,,,,Danishwar,,,,Ya Kamiyaab Insaan Hun,,,,Lyhaza Mazrat Kay Sath Mree Guzarshaat Ko Seh Laina Ya Bardasht Kr Laina.Bhut Say Asay Awamil Hein Ju Hmein Kamiyabi Ki Traf Lay Jty Hein,,,,,,,,Kamiyabi Asee Jis Mn Duniya Hu Akhrat Hu Ye Ek Musalman Ahl E Emaan Kay Liye Lazim Hay.Makhlooq Khuda Say Muhbat Jis Mein Khuf E Khuda Shamil Hu Ye Sab Sy Buniyadee Kunji Hay Ju Hmein Iss Kay Baad Anay Walay Har Amal Ko Asaan Bna Detee Hay.Seedha Sa Amal Hay Kay Jis Nay Paida Kiya ,,,,,,,Jin Ki Wja Say Paida Huay,,,,Un Ki Izat Ehtraam,,,,,,,,,Shukriya,,,,,,,,,,Un Ki Mansha Marzi Bhut Hee Lazim Hay.Is Mein Deen Duniya Dno Ka Mil Jna Lazim Sa Hu Jta Hay.Apni Amli Zindagi Ko Masjid Kay Baher Bee Khud Par Lazim Hay,,,,,,,,Emaan Byl Amal,,,,,,Musalsal Mehnat,,,,,Ntaeejha ALLAH Par,,,,Ju Hay Us Par Shukar,,,,Ju Nahi Hay Us Kay Liye Yaqeen Kay Jazbay Kay Sath Dua,,,,,,,,,,Na Mlny Pr Khud Par Bhtar Gardaan Laina,,,,Hamesha Achay Ki Musbat Umeed Rkhna,,,,,,,,Insanu Say Umeed Kam Rkhna,Hamesha Khud Ko Deny Wla Bna Kay Rkhna Ya Phr Taswar Mazbooti Kay Sath Qaim Rakhna Kay Hath Phlanay Walon Mn Say Nahi Hum,,,,,Khud Ko Maaf Krny Wln Mn Shamil Rkhna Khas Kar Jabh Bdlay Ki,,,,Taqat Rkhty Hun.Hamesha Chadar Dekh Kay Paon Phlanay Say Ek Faida Kay Hum Kabi Duniya Kay Samny,,,,,,Expose ,,Nahi Huty.Dukh Par Dard Par Musibat Par Wavela Na Krna ,,,,,,,,Hikmat Danaiee Say,,,,Khud Ko Apnu Ko Dosrun Ko Musebat Say Bchaye Rkhna Kam Himat Huna Asa Hee Hay Kay Hum ALLAH Say Shikwa Dar Shikwa Krny Lagh Jaein,Zindagi Mein Chotay Chotay Goal,,,Target,,,,Set Krna Un Kay Hasool Par Basad E Shukar Guzar Huna .Zindagi Ko Bhut Zyda Plan Na Kro Qun Kay,,,,,Har Subah Har Shaam Har Raat Ek See Nahi Hutay,,,,,,,Dhuka Khnay Se Bchna Hu Tu ,,,Kci Ko Dhuka Na Du,,,,,,,,,Aksar Zindagi Mein ,,,,Lamhay,,,,,,Moqay,,,Logh,,Emtehaan,,,,,,,,Plat Kar Aty Hein,,,,,,Khud Ko Mazboot Dekhna Hu Ya Mehsoos Krna Hu Tu Hamesha ,,,,,Kamzoron,,,,,,,,,By Kasoun,,,,,,Majhboron Kay Sath Khud Ko Khara Rakhu.

Hukhan
About the Author: Hukhan Read More Articles by Hukhan: 1124 Articles with 1253967 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.