Bache Aur Hamara Status

(asim javed, faisalabad)

Mujhe Ye Likhte Hoe Kafi Sharm Aa Rahi Hai K Ham Apne Bachun Ki Tarbiat K Hawale Se Kafi Ghafil Ho Chuke Hen Hum Apne Bachun Ko School Men Talem K Lie Nai Balke Status K Lie Bhejhte Hen Hum Bache Ko Ye Logic De Bhejhte Hen K Tumne Top Karna Hai Bus Chai Use Bat Karne Ki Tamez Na Ho Ap Khud Sochie K Ak Bacha Jo Har Sal Top Karta Ho Ache Numbrun Se Pas Hota Ho Lekin Wo Badtamez Ho Kia Wo Qabile Qabol Hia?Yaqenan Nai Is K Muqable Men Wo Bacha Jo 4 Ya 5 Numbr Pe Aata Ho Aur Ikhlaq Ka Aala Namuna Ho Wo Bacha Hamare Moashre K Lie Qableqabul Ho Ga Wo Aage Ja K Is Mulk Ka Aacha Shehri Bane Ga Hamare Mazhab Men Bache Ko 7 Sal Ki Umar Men Hi Namaz Ka Hukam Dia Gia Hai Q? Q K Is Age Men Bache Ki Sekhne Ki Salahiet Buhat Aala Hoti Hia Lekin Hum Ise Den Ki Talem Dene Ki Bajai Dunyavi Taleem Ki Janab Raghib Karte Hen Q? Sirf Apne Status Ko Bachane K Lie Hamare Nazdek Jo Bacha Zahen Hai Wo Duyavi Talem K Lie Hai Aur Jo Bacha Kand Zahen Hai Wo Deen Ki Talem K Lie Hai Agar Ham Apne Zahen Bachun Ko Deen Ki Taleem Ki Taraf Laen To Buhat Se Aalam Aur Ache Schlor Paida Hun Ge Asal Men Hamari Rehnumai Karne Wale Hamen Buhat Ziada Mayus Kar Dete Hen Wo Koi Bhi Bat Ko Itna Barha K Paish Karte Hen K Insan Dar Jata Hai Aakhir Men Waldien Se Itni Guzarish Hai K Apne Bachun Ko Koi Bat Bhi Samjhate Waqt Itna Free Hand Bhi Na Den K Apka Bacha Wo Gunah Sareaam Karne Lage Aur Na Itna Daraaen K Wo Mayus Ho K Us Gunah Ki Taraf Ragib Ho Etdal Ka Rasta Ikhtiar Karen Aaki Duaon Ka Talbgar..

asim javed
About the Author: asim javed Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.