Deen Se Doori Kiyun

(Muhammad Burhan, Karachi)

Assalamualikum'
Tamam Tareefen ALLAH PAAK Key Liye Hen Jis Ne Hamen Musalmaan Banaya, Bhaio Dosto Aur Buzargon, Deen Islam Ek Wahid Zarya -E Kamyabi Hai Dunya Aur Akhirat Key Liye Lekin Sawal Ye Thai Key Him Deen Se Es Kadar Door Kiyun Ho Gaye? Es Key Jawab To Bohat Se Ulama-E- Deen Apni Tehqeeq Ki Roshni Me Dety Hen Air Bandy Key Nazdiq Bhi Kuch Wajoohat Hen. Emaan Jisy Musalman Key Liye Zaruri Qarar Diya Gaya He. Jis Key Bagher Koi Bhi Jannat Me Dakhil Nhi Ho Skta Lazmi Ek Amar He. Insan Haalaat Aany Par Khofzada,Pareshan, Aur Mayoos Ho Jata He Lekin Emaan Sabar Par Aamada Krta He, Jis Kar Emaan Kamzor Hota He Mushahida Kar Skty Hen K Us Key Aamal Me B Kamzori Aati He, Emaan Yaqeen Ka Naam Hai, Jesy ALLAH Par ,Rasool SAW Par Qayamat Par Jannat Dozakh Par Yaqeen Krna K Sb Kuch Haq He, Aur Dunya Key Mushahidy Se Wazeh He K Jjis Chiz Par Jitna Ziyada Yaqeen Bnta He Admi Us Ki Soch Fikar Krta He, Jesy Dunya Me Rizq Aur Mash Insan Ki Zrurat He Es Liye Es Kis Mehnat Krta He Us Ko Pany Key Liyemehnat Koshish Krta He, Esi Tarhan Agar Koi Apni Mehnat Ka Kuch Hissa Bhi Deen Ki Mehnat Par Lgaye Ga To INSHA ALLAH Zrur Deen Zindagi Me Aye Ga, Emaan Ho Ga To Amal Ayega Aur Amal Ho Ga To Haalaat Thek Hon Gey Aur En SB Ka Apas Me Rabt Hai. Mukhtasar Ye K Emaan Kis Mehnat Se Deen Se Zindgi Me Aye Ga..
AMAL SE BANTI HAI ZINDGI JANNAT BHI JAHANNUM BHI,
YE KHAKI APNI FITRAT ME NA NOORI HAI NA NAARI HAI
 

Muhammad Burhan
About the Author: Muhammad Burhan Read More Articles by Muhammad Burhan: 2 Articles with 12610 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.