Taleem Aur Islam
(beenish shahzad, islamabad)
"Ilm Ki Talab Har
Musalman (Mard Aur Aurat )Par Farz Ha"
Is Say Zahir Hota Ha Ka Ilm Ka Hasool Islam Main Bhe Jaez Ha Ilm Ka Hasil Karna
Sirf Mardon Ka Liya He Nahin Balka Aurton Ka Liya Bhe Ha.
Allah Tabarik O Tahala Na Apna Mahboob Hazrat Muhammad S.A.W Ko Ya Dua Sikhae
"Rab A Zidni Ilma"
Ae Maray Rab Maray Ilm Man Izafa Farma
Hazrat Mohammad S.A.W Nay Famaya
"Ilm Hasil Karo Khawa Tman Is Ka Liya Cheen Jana Paray"
Aik Martaba Ap S.A.W Kahen Gae Wahan Do Mahfalan Ho Rae Then Aik Ahle Zikr Aur
Dosre Ahla Ilm Ke Ap S.A.W Nay Donon Ke Tareef Farmae Aur Phir Ahla Ilm Ke
Mahfil Man Bath Gae ,Farmaya Ka Ya Us Sa Behtar Ha
Ap Saw Na Farmaya" Jo Yahan Ha Wo Mara Ilm Us Tak Pohncha Da Jo Yahan Nahin Ha"
"Bashaq Mujhay Moalim Bna Ka Bhaja Gya Ha"
"Main Ilm Ka Shahar Hon Aur Ali(God Be Pleased With Him)Us Ka Darwaza"
"Man Ki God Sa La Kar Qabar Tak Ilm Hasil Kro"
Allah Tahala Ka Irshad Ha: "Kia Jananay Wala Aur Na Jananay Wala Brabar Ho Sktay
Han"
Is Sa Sabit Hota Ha Ka Islam Man Bhe Taleem Ke Bhut Ahmehat Ha.