Zara Sochey
(Asma Bashir, Faisalabad)
Pyar, Eshak Or Mohabat Ye Wo
Reshty Hain Jin Ke Ley Insan Apni Jan Tak De Detay Thay Par Aaj Haam Nay Is
Reshtay Ko Society Main Mazak Bana Ke Rakh Dea He Har Kisi Ke Dil Main Un Logo
Ke Ley Nafrat Peda Kar Di Jin Logo Ne Is Reshtay Ko Apnaea . Ye Reshta Kis Nay
Kharab Kya? Is Ko Kis Nay Bora Kaha Wo Koi Or Nahi Haam Hi Log Nay Kisi Nay Isay
Ghar Say Baag Ke Badnam Kea To Kisi Nay Apny Ghar Walo Ki Baat Na Maan Ke Ye
Zaroori To Nahi K Jisay Pyar Kya Jaey Us Sy Shadi Ki Jaye Pyar Kisi Cheez Ko
Panay Ka Naam To Nahi Ye To Bina Kisi Sharat Ke Bina Kisi Faidey K Kya Jata Hai,
Par Ye Aaj Aek Sawal Ban Chuka Hai K Kya Aab B Sacha Pyar Hay Koi Hay Jo Abhi
Bhi Is Ki Dil Say Ezat Karta Hai Or Isay Buhat Hi Pyara Reshta Manta Hai Plz Is
Ko Itna Bora Maat Baneye K Us Insan Say Log Nafrat Karey Jo Pyar Ko Manta Or
Pojta Ho Plz
Ye Wafa Un Dino Ki Baat Hai Faraz
Jab Log Sachey Or Makan Kachey Howa Kartay Thay