Shatan Ka Naam Pehlay Aasman
Par Aabid' dosray Par Zahid' tesray Par Aarif' chotay Par Walli' panchvay Par
Muttaqi' chattay Par Azazil Or Loh A Mahfoze May Iblees Tha Wo Apni Aqbit Say
Bayfikr Tha Jab Isy Adam AS Ko Sajda Karne Ka Hukam Hua To Kehny Laga ALLAH
Tunay Isy Mujh Par Fazilat Di Halankay May Ussay Hon Tune Isy Aag Or Mitti Say
Paida Kiya ALLAH Nay Farmaya Jo Chahta Hon Wo Karta Hon. Shaitan Nay Apnay Aap
Ko Adam AS. Say Bahtar Samjha Or Takbur Ki Vajha Say Adam AS. Say Mo Phear Kar
Khara Hogaya Jab Farishto Nay Sajday Say Sar Othaya To Unhone Dekha Iblees Ne
Sajda Nahi Kiya To Dobara Sajda A Suhkar Me Girgay Iblees By Talluq Khara Raha
Isay Apnay Is Fail Par Koi Paishmani Nahi Hoi Tab ALLAH Ne Is Ki Surt Maskh
Kardi Khanzir Ki Tarha Latka Mo Sar Uont Ki Tarha Sena Bade Uont Kai Kohan Jaisa
Bandar Jaisa Chaehra Ankhai Khari Nathne Hajjam Ka Kozai Ki Tarha Khalay Hont
Bail Ki Tarha Latkai Hoi Dant Khnzer Ki Tarha Bahar Nekley Hoi Dari Me Chand Bal
Isi Surat Me Usy Jannat Say Phainka Gaya Balk Bahyanak Jazair Ki Taraf Phainka
Gaya. Ek Bar Iblees Ne ALLAH Say Kaha A ALLAH Tone Adam AS. Ki Aulad Me Nabi
Banay In Par Kitabai Nazil Ki Mere Rasul Or Kitabai Kya Hai Javab Diya Gaya
Mazamer Bajane Vale Tere Rasul Gadhi Hoi Khal Tere Kitabai Jhot Tere Hadis
Ganday Ashar Tere Quran Gany Vale Tere Mozzan Bazar Tere Masjid Hamam Khana Tera
Ghar Har Vo Khana Jis Par ALLAH Ka Nam Na Liya Jay Shrab Tera Mashrob Hai
Aurtein Tere Phanday Hai