Taalbaan
(Imtiaz Rajar, Hyderabad)
Tv ,Internet Aur Mobile Key
Bare Mei Parents Yeh Kahte Hai Key In Cheezon Ne Un Key Oalaad Ko Khraab Kardiya
Hai..Mujhe Nhei Pata Key Sahi Rai Hai Ya Ghalat .....Lekin Mene Thori Der Socha
Or Apne Aap Ko Ab Se 20 Saal Peechey Le Gya ...Kaha Jata Hai Key Ab Se 20 Saal
Pehle Parents Apne Oalaad Ky Waje Se Pareshaan Na They Har Jaga Sukoon Tha ....Kisi
Ko Sharam Ky Waje Or Izzat Ky Waje Se Badnaam Na Hona Parta Tha..Ab Mei Phir
Present Doar Mei Aata Hu..Ab Aap Akhbaar Utha Key Dekh Ley Ya Tv Pe Koi News
Channel Dekh Ley......Aap Ko Ye Khabrey Parhney Ko Miley Gy, Jaise Eik Larki
Larke Ke Sath Bhaag Gyi..2 Couples Ne 6 Mehene Baad Talaaq Le Lya...3 Larkoon Ne
Larki Ka Rape Kardiya .........Aisi Khabrey Key Baad Aam Aadmi Pehley Bhut
Sochta Tha Lekin Ab Us Ne Aisi Khabroo Per Sochna Chor Diya Q Key Har 15 Mint
Baad Eisi Khabar Aati Hay........In Haalaat Key Baad Parents Apni Izzat Kay Liye
Har Minute Sochta Hai ..Lekin Har Bar Us Ka Sawaal Adhoora Rahta Hai...Mujhe Yah
Likhne Ky Zaroorat Iss Lye Mahssos Hue Kyon Key Bhut Khuch Mehene Pehley Maine
Eik Article Parha Tha Jis Mei Taalban Key Bare Mei Likha Tha .....Us Key Baad
Mujhe Laga Key Taalbaan Ki Hokumat Bahtar Hai Q Key Tab Hamari Apni Beetiyoon
Aur Bahnoon Ka Tahafuz To Hoga .......Jaise Iss Waqt Iran Mei Hai..........Wese
Bhy Last 60 Years Se Party Leaders Ne Hamara Khoon Hy To Piya ....To Agar
Taalbaan Aa Gae To Kya Farq Parta Hai.........