INSAN KI ISLAM SE DOORI
(Muhammad Awais Raheed, Fasialabad)
Insan Ko Apni Qismat Se Hemsha
Hi Gela Rha Hai Chahe Achi Ho Ya Bori Ho. Lekin Khouda Ne Khoud Kha Hai K Her Jo
Qom Apni Halat Khoud Nai Badlti Mai Os Ki Halat Nai Badalta. Aj Kal K Zamane Me
Her Insan Apni Qismat Or Halat Ko Badlne K Liye Or Apne Ap Ko Bheter Se Behter
Or Taqtwar Banane K Liye Her Jaiz Or Na-Jaiz Kam Kr Rha Hai Lekin Wo Ye Nai
Souchta K Zindgi Arzi Hai Is Ne Ak Din Khatam Ho Jana Hai. Insan Duniya Ki
Roshoniyon Me Khouda Ko Bhol Betha Hai. Jo Qom Galat Kam Krti Hai Or Insaf Se
Kam Nai Leti Wo Qom Zaleel Or Kahwar Hoti Hai. Her Insan Apni Duniya Ko Sawarne
Me Lga Howa Jis Ki Waja Se Apni Akhrat Ki Zindgi Ko Bhol Betha Hai. Aj Ka Insan
Ager Allah Ki Raza Me Razi Ho Jae Or Galat Kmo Se Kinra Kr Le To Insan Apni
Halat Badal Sakta Hai. Q K Hota Wohi Hai Jo Khouda Ki Raza Ho. Allah Tallah
Farmaten Ager Tu Meri Raza Me Razi Ho Jae To Mai Apni Raza Ko Teri Raza Bana Don
Ga Bas Ak Bar To Meri Raza Me Razi Ho, Lekin Afsos Insan Apni Dill Ki Na-Jaiz
Khowishyat K Peche Kouda Ko Bhol Betha Hai.
Islye Hum Sab Ko Chaiye K Huzarat Muhammad (PUBH) K Bateya Hoye Tareeqon Par
Zindgi Guzren.
Take Allah Hamre Oper Apna Rehem Kre.
Khoud Ham Ko Ache Aamal Or Ache Kamon Ki Tofeeq De. Ameen