Aaj Me Ne Socha K Me Apne
Muashere K Baray Me Kuck Likhun. Me Aaj Muashere Me Larke Aur Larki K Darmiyan
Faraq K Baray Me Likhungi.Humare Muashere Me Larko Ko Wo Facilities Di Jaati He
Jo Larkiyun Ko Hasil Nia Hoti.
Unki Education,Job Etc Sub Facilities Me Wo Larkiyon Se Aage He.
Halank Islam Me Dono Ko Barabar K Haquq Diye Gaye He.
Aaj Kal Phir B Humare Zamane Me Changes Aagayi He.
Mgr Jo Pehle Wale Log The Unki Zindage To Bus Ek Tarah Ki Waste Hogayi Thi.
Saary Umar Apne Mardun Ki Khidmat Karne Me Guzar Di
Aur Badle Me Kuch B Nai Milta.
Aaj Me Siraf Itna Kehna Chahti Hun K Khawateen Ko Apne Haquq K Liye Klarna
Chahiye Mgr Jaiyz Taerqe Se Ye Na Ho K Ap Larte Larte Apna Limit Hi Cross Krde.