Shahidon Ka Khoon

(Faiza Fareed, Karachi)

Tareekh Nay Aik Bar Phir Karwat Li Hai Qurbanii Ka Mousm Wo Bhi Tha Qurbani Aaj Bhi Ho Rahi Hai....Ghar Uss Din Bhi Ujray Thay ..Ghar Aaj Bhi Weeran Ho Rahy Hain....Lahoo Jab Bhi Bha Tha ....Lahoo Aaj Bhi Rawan Hai...Matam Us Waqt Bhi Bapa Tha Aur Bhi Bapa Hai....................Phir Farq Kya Hai, Khudaya Us Waqt Islam Zinda Hoa Karbla K Baad Tha Aur Aaj Islam Kay Naam Pay Islam Ko Ronda Ja Rha Hai Hum Kyun Nahi Nikal Nai Parahy Shiya, Sunny Fasadat Say Yazeed Aur Hussain(A.S) Ki Jung Main Fatah Hussain Ki Hoi To Aaj Ye Jung Kahan Say Hamary Darmian Aagy .... Iss Liay To Mola Hussain Nahi Laray Thay Kay Jin Msalmanon Ki Khatir Jung Karay Wo Aapas Main Larain....Waqiah Karblla Apnay Aap Ko Hamary Roop Main Dohra Raha Hai Mutahid Ho Kar Koshish Karain Kay Aaj Phir Yazeed Ki Haar Ho Hum Mutahid Ho Jain..Aaj Humaray Paas Na Hussain(A.S) Hain, Na Ali ,Na Asghar.

Faiza Fareed
About the Author: Faiza Fareed Read More Articles by Faiza Fareed: 7 Articles with 12308 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.