Bay-Pardagi

(Saba Tariq, Karachi)

"Bay-Pardagi"

1)Jahilo Ki Nishani Hai.
2)Jahanumi Hony Ka Eshara Hai.
3)ALLAH Or Us K Rasool(SallALLAHo Alihi Wasalam) Ki Khuli Howi Nafarmani Ka Izhar Hai.
4)ALLAH Ki Rehmat Say Dor Hony Ka Eshara Hai.
5)Momin Orat Ka Shaiwa Nahi.
6)ALLAH Tala Ki Narazgi Ka Sabab Hai.
7)Deen Say Dori Ka Natija Hai.
8)Quran-E-Kareem K Ehkamat Say Dori Ka Natija Hai.
9)ALLAH K Azab Ko Dawat Deny K Barabar Hai.

Parda Orat Ki Effat-O-Azmmat Ka Nishan Hai, Musalman Orat Ki Hifazat Ka Zariya Hai. Ehle Elm Hony Ka Sabot Hai. ALLAH Tala Say Dua Hai K Wo Hum Sub Ko Qurani Ehkamat Par Chalny Or "Ba Parda" Ho Kar Zindagi Guzarny Ki Tufiq De, Qabar Or Akhrat Ma Hony Walay Azab Say Bachaey. ALLAH Tamam Parhny Walo, Sunny Walo, Or Sunany Walo Ko "Shariat" K Mutabiq Parda Kany Ki Tufiq De. Or "Bay-Padagi" Ki Nahusat Say Dor Farmaey.(Ameen)

Ba-Parda Orat Hai Ba-Izzat Hony Ki Nishani
Taraqi Hai Ye Or Mulk-O-Qum Ki Ha Ye Kamrani
 

Saba Tariq
About the Author: Saba Tariq Read More Articles by Saba Tariq: 17 Articles with 57285 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.