Aurton OR Mardon Ki Nmaz Main Koi Faraq Nahi?

(Waqas Maqsood, Karachi)

Rasoolallah(S.A.W)Nay Farmaya

Namaz Isi Tarhan Parho Jis Tarhan Mujhay Party Howe Daikhty Ho. Yani Ho Ba Ho Meray Tareky K Mutabiq Sab Aurten Or Sab Mard Namaz Parhain...Phir Apni Taraf Say Ye Hukum Lagana K Aurten Senay Pr Hath Bandhen Aur Mard Zer-E-Naf Aur Aurten Sajda Krty Waqt Zameen Pr Koi Aur Heyt Ikhteyar Karen Aur Mard Koi Aur Ye Deen Mai Mudakhlat Hai...Yad Rakhen K Takbeer-E-Tehreema Say Shoro Kr K (Asalam O Alykum Warahmatullahi) Kehnay Tk Aurton Aur Mardon K Liay Aik Hi Heyat Aur Aik Hi Shakal Ki Namaz Hai...Sb Ka Qayam, Ruko,Qoma, Sajda, Jalsa, Isterahat, Qada Aur Hr Hr Maqam Pr Parhnay Ki Duaen Yaksan Hain... Rasoolallah(S.A.W)Nay Mard Aur Aurat Ki Namaz K Tareqy Mai Koi Faraq Nahi Bataya...
 

Waqas Maqsood
About the Author: Waqas Maqsood Read More Articles by Waqas Maqsood: 5 Articles with 204576 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.