Ek Mazloom

(HuKhan, Karachi)

Duniya Mein Kai Tara Kay Mazloom Paye Jatay Hein,,,Har Kisam Ka Mazloom ,,,Kurra E Arz Par Mojhdh Hay,,,,Hum Rang,Nasal,,Qadh,Kath Ya Qomiyat Ki Baat Nahi Kar Rahay,,,,,,Balkay Har Uss Shakhs Ki Hum Awaaz Hein Jis Jis Par Jahan Jahan Zulm Hu Rahay,,,,,,,,Kha,,,,,,Wo Zalim,,,,Bv,Police,Hukmaraan,,,Saith ,Sanatkaar Hu Ya Koi Badsha Hu,,,,Hum Har Mazloom Ka Dard Apnay Seenay Mein Mehsoos Kar Tay Hein,,,,Qun Kay,,,,,,,,,,Hum Har Mazloom Ki Wo Awaaz Hein Jisay Koi Nahi Sunta,,,,Matlab ,Hum Bay Suray Nahi Hein,,,,,,,,,,,Balkay.....Humaray Pass Koi Asa Platform Nahi Jahan Say ...Hum Mazloomon Kay Liye Kuch Kar Sakein,,,,,,,,,Magar ,,,,Ubh Hum Asay Bee ,,,,Bay Zarar Ya Nikamay Nahi Kay ......Kuch Na Kar Paein,,,Humaray Perose Mein Ek Kalo Rehta Hay,,,,,,Uss Ka Ek Adad Abba Bee Hay,,,,Ju Kici Serf Kay Dabay Say Nahi Nikla,,,,Balkay Wo Ek Jeeta Jaghta Insaan Hay,,,,,Ek Dafa Un Ki Mrs Kalo Nay ,,,,,,Unhein Kapray Dhunay Wlay Danday ,,,,Say Asay Peeta Kay,,,,,Un Ka Munh,,,,Shirt ,,Kay Totay Huay Button Sa Hu Gia,,,,Hum Say Bardasht Na Hua,,,,,,Hum Seesa Pilaaee Huee Deewaar Ki Tra,,,,,,,,,Danday Aur Kalo Kay Abba Kay Darmiyaan Aa Gaye,,,,,,,Bas ,,,,,,,,,,,Phir Kia Tha,,,,Ankh Hospital Mein Jaa Kar Khuli,,,,,Mrs Kalo Numma Koi Nurse Humaree Marham Patee Kar Rahee Thee,,,,,,,,Humein Dekh Kay Uss Ki Ankhun Mein Ansoo Thay,,,,,,Hum Bolay,,,,,,Aap Ki Ankh Mein Ansoo Deikh Kar Yaqeen Hu Gia,,,,,,Ek Din Mazloom Ki Fatah Hu Gee,,,,,,,,,,,,Zulm Zror Haray Ga,,,,,,,,,,Uss Nay Humein Asa Dekha,,,,,Jasay Ajh Tak Kici Nay Na Dekha Hu Ga,,,Boli Bas Kia Batown Ajh Aap Bach Gaye,,,,,,,,,,,,,Meri Billi Ka Bacha Mar Gia Hay,,,,Phir Humaree Taraf Dekh Kay Thandi See Barfeeli Aah Bhar Kay Bolein,,,,,,,,,Kash Aap Uss Ki Jagah,,,,,Kher Choro,,,,,Ubh Kia Hu Sakta,,,,,Humein Pehli Dafa Pata Chala Baaz Logh Andar Aur Baher Se ,,,,,Zalim Hee Hutay Hein,,,,,Ek Dafa Mirza Sahib Ki Bv Serf Iss Liye Unn Par Bin Barsaat Baras Rahein Thee,,,,Hum Bolay,,,,Kia Hua Bahbhi Sahiba,,,,,,,Agar Mirza Nay Teenday Sahi Nahi Pakaye Insaan Hein Bashar Hein ,,,,,,Ghaltee Hu Hee Jatee Hay,,,,Aap Baray Dil Ka Muzahera Kerein,,,,,,,,Kuch Kha Lein Aur Kuch,,,,,,,,,Abhi Humara Juma Adhura Hee Tha,,,,,Mrs Mirza Nay Pora ,,,,,Deghcha ,,,,,,,Humaray Samnay Rakh Diya,,,,,,,Garajh Kay Bolein,,,,,,Ye Pora Na Khayaa Tu ,,,,,,,,,,,Tumhein Ek Se Du Kar Dun Gee Wo Bee Darmiyaan Mein Say,,,,,,,,,,,,Humein Un Ki Technical Dhamki,,,,,,,Zayda Samajh Tu Nahi Ayee,,,,,,,,,,Magar Un Kay Expression Kici Thanay Kay S H O Se Kam Naa Thay,,,,,,,,,,Humein Teenday Khaye 3 Saal Hu Gaye Magar Ubh Tak Un Ki Dakaarein Atee Hein,,,,,,,,,,,,Dakaar Mein Bee Mirrrrrr,,,,,,Z,Zzzzzzzzzzz,,,,,,,,,,,,,,,,,Aaaaaaaaa,,,,,,,,,,,,,,Jeci Houlnaak Awazein Atee Hein,,,,Allah Sab Ko Teendun Say Bachaye,,,,,,,,,,Sab Bolo,,,,,,,, Ameen.

HuKhan
About the Author: HuKhan Read More Articles by HuKhan: 1124 Articles with 1254712 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.