Jis Qadar Shidat Se Dil Dhoop
Say Bahara Jata Hay Uss Qadar Hee Shaam Mukhtasir Hu Kay Andheri Raat Mein Badal
Jatee Hay,,,,Phool Ek Khaar Hein Hazaar,,,,,Phool Serf Saans Ko Mehka Deta Hay
Khaar Lahu Luhaan Kar Detay,,,,,,,Zindeghi Ek Qadam Agay Aur Bhut See Manghein
Samnay Kharee Kar Detee Hein,,,,,,,Nazar Ek Pal Thair Kay Detee Nahi,,,,Kamzoor
Ya Dhuka Kha Laitee Hay,,,,,Khabh Iss Qadar Pass Aa Kar Bas Chuu Kar Guzar Jatay
Hein,,,,,,,Zindeghi Ankhun Ko Khabh Tu Detee Hay Magar In Kay Poray Hunay Ki
Zamanat Nahi Detee,,,,,,Dil Dharkta Zaror Hay Magar Uss Ki Awaaz Koi Sun Kay Hee
Nahi Deta,,,,,Wo Be Bechara Ek Din Thak Kay Seham Kay ,,,,,,,,,Ruk Saa Jata
Hay,,,,,Bas,,,,,,,Ek Lambha Saa Dard ,,,,,,,,,Asa,,,,,,Kay Tinka Tinka Huta
Wajoodh,,,Na Shore Kar Sakta Hay Naa Cheekh Sakta Hay,,,,,Dard Hay Kay Barta
Jata Hay,,,,,,,,,,,,,,Ankh Raat Kay Andhray Mein Chali Jatee
Hay,,,,,,Phir,,,,,Kuch,,,,,Chahray,,,Pehlay Tu Dhundhlaa Say Jatay
Hein,,,,,,Phir,,,,Saya Ban Kay,,,,,,,,,Qayamat Tak Kay Liye
Ghaeib,,,,,,Phir,,,,Khamoshi,,,,,Magar Dard Kam Nahi Huta Barta Hay Dabay Paon
Magar Mukamal Dabochnay Kay Liye,,,,,Zindeghi Har Roz Emtehaan Laitee
Hay,,,,,,Dard Brha Kay Jaan Letee Hay.,,,,,,,,,,,Janay Insaan Apnay Oper Reham
Karna Chore Qun Nahi Deta....Aur,,,,Jeena Shuro Qun Nahi Kar Deta,,,,Sorajh Say
Chand Se Qun Nahi Sekhta,,,,,,,,,,,,Ju Bhut Saa Piar
,Zulm,,,,Nainsafi,,,Shadi,,,Mout,,,,,Janam,,,,,,,,,,Takhleeq,,,,Badhsortee
Dekhtay Hein,,,,Magar,,,,,Apnay Kaam Say Malik Kay Hukam Say Rougardaani Nahi
Kartay,,,,,Bas ,,,,Laal Peeelay,,,,Chotay Baray,,,,,Naram Garam Hutay
Hein,,,,Mauus Nahi Hutay,,,,Thaktay Nahi,,,,,Koi Unhein Kuch Bee Kahay Kici Ki
Baat Par Kaan Nahi Dhartay,,,,Bas Apnay Malik Par Takhleeq Karnay Walay Par
Bhorasa Kartay Hein,,,,,Jantay Hein Wo Bay Waja Nahi,,,,,,Dard Bee Bay Waja
Nahi,,,,,Baree Baree Azmaishun,,,,,,,Dard ,,,,,,,,,,,Ankhun Say Ansoo Ban Kay
Beh Jata Hay,,,,,,,,,,,,,,Magar Kam Nahi Huta,,,,,,Barta Jata Hay,,,,,Dard Bee
Bay Sabab Nahi,,,,,Ye Bee Reham Hay Ghazab Nahi.