Bhoot Time

(HuKhaN, Karachi)

Pakistan Ek Asa Mulk Hay Jis Mein Har Shakhs Ko Iss Baat Par Pukhtaa Yaqeen Hay Kay Yahan Jagah Jgah Chapay Chapay Par Bhoot Paye Jatay Hein Kaee Ek Shadi Shuda Hazraat Ka Tu Ye Mananaa Hay Kay Wo Bhoot Kay Sath Reh Bee Rahay Hein Ye Alagh Baat Hay Kay Un Mein Abhee Wo Jurat Aur Mardanghee Paida Nhi Hu Sakee Kay Wo Iss Baat Ka Iqrar Kay Wo Bhoot Kay Sath Reh Rhay Hein Apni Bv Kay Samnay Kar Sakein,,,,Aur,,,,Iss Baat Ko Albata Wo Esharoun Kinayun Mein Yun Biaan Kar Detay Hein,,,,,Kay Jabh Koi Bacha Bahut Zyda Tangh Karay Tu Ghusay Say Apni Bv Ko Hee Tana Detay Hein,,,,,Bhootni Kay Sunta Qun Nahi,,,,,,,Ye Tu Humein Mirza Sahib Aur Kaloo Kay Abaa Yad Aa Gaye Tu Hum Nay Jurat E Izhaar Kar Li,,,,,Kici Bee Insaan Par Ye,,,, Bhoot Time,,,,,,Aa Sakta Hay Kal Ko Hum Bee Keh Rhay Hun Sunta Qun Nahi Hay,,,,,,Kay,,,,,,,,Aap Baat Samajh Gaye Hun Gay,,,Wesay Bee Meray Parnay Walay Mujh Se Du Hath Agay Hein,,,,,Jahan Meri Tehreer Khtam Hutee Hay Wahan Un Ki Ragh E Zarafat Shuro Hutee Hay,,,,,Pakistan Mein Bhoot Wesay Har Jagah Mojhdh Hein,,,,,Magar Hein Sab Kay Sab Laatun Kay Bhoot,,,Koi Ek Bee ,,,,, Naik Aur Khandani ,,,,,,,,,,,,Bhoot Nahi Hay Magar Kia Kijiye Yahan Bhoot Kay Paon Palnay Mein Hee Nazar Aa Janay Kay Bawoojhdh Bee Koi Un Ko Laat Raseed Karnay Ko Tayar Nahi,,,,,Bhoot Wesay Nazar Nahi Atay ,,,,Ye Hum Nahi Har Koi Kehta Hay Jabh Kay Hum Kalo Kay Aba Aur Mrs Mirza Ko Kici Bee Bhoot Say Kam Nahi Samajhtay Aur Wo Nazar Bee Atay Hein,,,,Ye Alagh Baat Hay Un Ko Dekhnay Ka Dil Nahi Karta,,,,,Kalo Kay Abba Ki Naani Nay Jabh Wo Zamana Qadeem Mein Koi 7 Maah Puranay Hu Chuckay Thay ,,,Humein Pata Nahi Uss Waqt Soap Ejaadh Hua Tha Ya Multani Miti Se Hee Kaloo Kay Abaa Ko Saaf Kia Gia Hu Ga,,,,,Bas,,,,,Un Ki Naani Nay Apni Ankhein Aur Naak Band Kar Kay Un Ki Pappi Lay Lee Thee,,,,,Uss Kay Baad Bas Itna Khaha Tha,,,,Akhhhhhhhhhhh,,,,,Kia Tezabi Pappi Hay,,,,,,Bas Uss Kay Baad Wo Hamesha Kay Liye Goonghi Hu Gein,,,,Kalao Kay Abba Kay Nanna Nay Isi Khushi Mein,,,,Apni ,,,,,Cycle Kalo Kay Abaa Kay Naam Kar Dee Thee,,,,Jabh Kay Abhee Cycle Kay Ejadh Hunay Mein Kaee Saal Rehtay Thay(Jaree Hay)

HuKhaN
About the Author: HuKhaN Read More Articles by HuKhaN: 1124 Articles with 1254123 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.