Mirza Ghulam Ahmad Qadyani
India K Shaher Qadyan Me Paida Hua. Ye Wo Door Tha Jab Muslaman Angraizo Se Apni
Jang Lar Rahe The. Angraiz Wo Qqum Hai Jo Kisi Qaum Ko Marne Se Pahle Us Ki
Kamzori Dhondti Hai. So Unho Ne Mirza Qadyani Ko Islam Me Tafarqa Dalne K Liye
Paida Kiya Aur Us Pe Itni Nawazhisi Aur Inayat Ki Jis Ka Wo Khd B Aitraf Karta
Hai Aur Kehta Hai K Me Tu Khud Angraiz K Kasht Kia Hua Poda Hu.
Qadyanio Ki Soch Aur Un K Bare Mare Shadeed Kahayalat Ne Us Waqt Janam Liya Jab
Meri Bahes Mare Dost Ki Girl Friend Se Hui Jis Ne Mare Friend Ko Shadi K Liye
Qadyani Muslim Hone K Liye Kaha. Aur Maze Ki Baat Ye Jab Me Ne Us Se Us K Kalme
Aur Kitab K Bare Me Pocha Tu Us Ne Hamara Kalma Aur Hamari Kitab Ka Zikr Kia......
Jab Me Ne Us Ko Qadyani Ki Bhayanak Shakal Dikhana Shoro Ki Tu Us Ne Apna
Jahanmi Jaal Mari Taraf Phainka. Jis Me Un K Chand Aham Sawal Hai Jin Ki Mai
Koshish Karo Ga K Mukhtaser Alfaz Me Jawab Du.
Us Ne Kaha K Hazart ISSA A.S Fout Ho Chuke Hai Aur Muslamono Ka Concept Hai K Wo
Dobara Aai Gai Ghalt Hai..... Ye Log Pahle Daikhte Hai K Samne Wale Shaks Ko
Qadyani K Bare Me Ilm Hai K Nai .... Agar Ilm Ho Tu Wo Ye Jaal Pahinkte Hai Jin
Me Hamare Muslamono K Pas Is K Ilawa Koi Jawab Nai K Quran Me Hai K Humne Utha
Liya Hai Magar Masla Tu Y Hai K Wo B Ye Quran Se Sabit Karne Ki Koshish Karte
Hai............
Aye Hum Nazar Dalte Hain K Quran Kia Khata Hai........ Sura Al Imran Ayat No.
52-54 " Phir Issa Ne Jab In Ka Kfr Mahsoos Kia? Tu Kahne Lage K Kon Hai Mera
Madad Gar? Tu Is K Mukhlis Sathio Ne Arz Kia Hum Hai Allah K Madad Gar Hai. Hum
Allah Per Iman Lai Aur Ap Gawa Rahe K Hum Muslaman Hai. Ai Hamare Reb Hum Is Per
Iman Lai Jo Tu Ne Nazal Kia Aur Hum Ne Is Rasool Ki Itba Ki Aur Gawhi Daine Walo
Me Hamara Naam Likh. Phir Qatlo Ne Qatl Ki Khufia Sazish Ki Aur Phir Allah Ne
Issa Ko Bachane K Liye Khufia Tadbir Ki Beshak Allah Bahter Tadbir Karne Wala
Hai."
Is Ayat Ki Tafseer Me Imam Razi Tafseer Ul Kabeer Me Kahte Hai. " Jab Kafro Ne
Khufia Tadbir Ki Hazrat Issa Ko Katal Karne Ki Tu Allah Ne Jo Tadbeer Ki Us Ki
Kai Soorate Hai........ Aikye Allah Ne Hazrat Issa Ko Asman Pe Utha Liya Aur Us
Ki Soorat Ye Hui K Hazrat Jibrael Ne Ap Ko Aik Kamre Me Dakhil Hone Ko Kaha Jis
Me Aik Roshan Dan B Tha Jab Ap Us Makan Me Dakhal Hui Tu Hazrat Jibrael Ne Ap Ko
Roshan Dan Se Baher Nikal Liya Aur Aik Shaks Jis Ki Ap Se Shabi Thi Us Ko Us
Kamre Me Dal Diya. Ye Shaks Hazrat Issa Ka Sab Se Bara Dushman Tha. Yahodio Ne
Pakr K Us Ko Saleeb Par Latka Dia. Wah Mare Allah Ki Shan Daiko Sab Se Bara
Dushman B Mar Diya Aur Hazrat Issa Ko Bacha Liya. Yaha Pe Yahodio K 3 Grooh Ban
Gai Aik Ne Kaha K Wo Khuda Tha Jo Hamre Darmayan Aa Gai Dosre Ne Kaha K Wo Khuda
Nai Balke Khuda K Baite The 3 Ne Kaha K Wo Allah K Bande Aur Rasool The. Magar
Haq Be Batel Ghalib Aa Gaya Aur Hamare Sarkar S.A.W Ka Maboos Ho Gai.
Cont................................