Pakistan Ka Mustakbil
(NoorulAan Noorani, karachi)
Ajj Newspaper Ke Head Line Par
Nazer Pare To Demag Kuch Sochty Sochty Rok Gaya K Ya Pakistan Kes Rasty Par
Gamzan Hai Jaha Serf Tariqi Hai Or Hasil Kuch Nahi Humara Mustakbil Kuch Nahi
App Bhi Heran Hogay K Aker Asa Howa Kia To Honay Bat He Kuch Asi Hai Ji Janab Qk
Khaber Kesi Ke Jabahk Ya Bomb Blast Ke Nahi The Na Hi Chori Chakari Ke The Na He
Mehngai Ke Bat To The Taleem Ke Ji Han Taleem Ke Jaha Ek Tarf Hakumat Free Muft
Kitaby Bante Phir Rahe Hai Wahe Wo Humaray Nojawano K Liya Taleem K Darwazay
Band Karte Nazer Ate Hai App Pareshan Na Hoo K Aker Bat Kia Hai Hum Bata Daty
Hain Khaber The K Ab 20 Sall Se Ziada Umer K Larke Matric May Regular Talieem
Hasel Nahi Karsakhty Wa Janab Jaha Duniya Bher May Maa Bapp Dada Dadi Appnay
Bachoo K Sath Talim Haseel Kar K Appna Sir Fakhar Se Uncha Karty Nazer Aty Hai
Waha Humary Piyary Mulk May To Nojawan Per He Talim K Darwazay Band Kar Dea Jary
Hai Yah Hum Tarakipazeer Mulk May Bhot Se Nojawan Hai Jo Appna Appni Famili Ka
Pat Palty Hai Jab Kuch Pasay Jama Kar K Parhnay K Akhrajat Pury Karnay K Kabil
Hoty Hain To Un Par Talim K Darwazy Band Wary Humary Pakistan Tery Nojawan Ke
Kismat To App Khud He Sochy K Jab Nojawan Talimyafta Nahi Hoga To Pakistan Ka
Mustakbil Kia Hoga Sochy Zara.