Pakistani culture
(Afshan Rahman, Chicago usa)
Mashra And Culture .What Is The
Difference Between Them. Every Country Ka One Culture Hota Hay,Or Muslim Hone Ki
Waja Se Hamara Culture Different Hone Ki Zarooret Hay Kioonke Aaj Hum Ne India
Ko Bhut Zeeyada Involve Kerdia Hay To Mixer Of Culture Dikhai Deta Hay. Pakistan
Is A Islamic Country Right?Wese To India Ki Jo Old Generations Hay On Mein
Womens Bhut Tehzeeb Ke Daire Mein Nazer Aateen Hein Lekin New Generations To
Bhut Hi Over Confidence Or Libas Ke Maamle Mein Oryaniat Ke Daire Mein
Hay.Hamare New Generations Ko Is Ka Kheyal Rakhne Ki Zarooret Hay Keh Hum On Ki
Terha Act Na Karen Beshak Fashion Apnaya Jasekta Hay Lekin Libas Mein Tehzeeb Ko
Samne Rakha Jae Aajkel Pakistan Ka One New Fashion Jo Top Bhut Long Hay Or Woh
Bhut Beautiful Nazer Atta Hay Is Better Lekin Kabhi Fashion Mein Too Short Pants
Aatee Hein On Mein Legs Nazer Aatee Hein On Se Door Rehne Ki Zarooret Hay Or
Tops Kabhi Bhut Short Aatee Hein Jo Pants Ke Saath Pehnee Jaatee Hay Or Figure
Nomayan Nazer Atee Hay Its Not Good.Hum Ko Is Baat Ka Keyal Rakhne Ke Lia Midia
Ko Chae Ke Woh Libas Ke Order Jaree Karen Keh Bager Dopatta Ke Koee Star Or Talk
Shows Ki Khawateen Khas Ker Teen Na Aaen.Tv Ka Media Bhi Oos Baat Ka Kheyal
Rakhen Keh Bager Dopatta Ke Accept Nakaren Hum Ek Muslim Or Pakistani Hein Ager
Aaj Is Baat Ko Na Roka Gaya To Pakistani Maashre Ka Naam Ek Din Doob Jaega Or
Koee Ferq Hi Na Hoga.Pahle Ham Ek Muslim Qom Hein Phir Ek Pakistani Qom Hein.New
Generations Ko Galti Ka Ehsaas Na Dia Gaya To Woh Apni Kids Ko Kese Bataenge Ke
Kia Maashra Hay Or Yon Kawa Challa Huns Ki Chal Or Apni Chaal Bhi Bhool Gaya.
Hojaega.Mere Kheyal Se Aaj Ki Baat Aapko Samjh Agaee Hogi.Parents Ka Kirdar Or
Grand Parents Ka Kaam Hay Ke Aapne Boys Or Girls Ko Pyar Se Samjhaen Apni Value
Ko Qaem Rakhen Old Is Gold.