Hajj K Meanings,,, Arabic
Lunguage Mein (Ziaarat Ka Kasad) Karny K Hy..Hajj Mein Hr Taraf Sy Log Kaaby Ki
Ziaraat Ka Kasad Karty Hy,Is Liye Uska Name Hajj Rakha Gia.....Hajj Islam Ka
Paanchwa Rukn Hy,,, Or Zindagi Mein Aik Mrtaba Ahl_Istaatat Pr Faraz Hy...Islam
Mein Hr Amal Ka Asal Maqsad Allah Ki Raza Hy... Isi Tarah Haaj Ka Maqsad B Allah
Ki Raza Ka Hasul Hy.... Quran Mein Allah Surah_Al_Baqarah Mein 196 Verse Mein
Farmaty Hy..... Hajj Or Umra Allah Ki Khusnoodi K Liye Pura Karo.....Hajj Or
Umra Allah K Liye ,,Ikhlas K Sath Matloob Hy,,, Hajj Mein Ikhlas_Niyat Or
Li_Lahiyat Pehla Sabq Hy.... Li_Lahiyat Wo Jazba Hy,,Jo Hr Neek Amal Ko Nafsani
Khahishat ,Zaati Mufad Or Riyaa O Numaish Sy Paak Karta Hy,,,Jo Takmeel_Iman Ki
Nishani Hy....