Hazrat Muhammad Sallallaho Alihi Wasallam

(aiman okasha, karachi)

Hazrat Muhammad Sallallaho Alihi Wasallam Ka Dunya May Aany Ka Maqsad Barso Say Pheli Jahalat Ko Khatam Karna Tha. Or Ap Sallallaho Alihe Wasallam Apny Maqsad May Kamyab Bhe Hoy.Is Dunya Sy Guzry Hamary Nabi Ko 1500 So Sal Guzar Gay.Ap Ny Any Wli Aqwam Ko Byrahravi Sy Bachany K Liye Kaha K May 2 Chezy Chore K Ja Raha Ho Us Ko Mazboti Sy Thamo 1 Quran 2 Sunnat. Mager Aj Hum In Hi 2no Chezo Ko Bhol Gaye Or Baqi Dunya Ki Baty Yad Hy.Zindagi Me Azmaish,Fitny Or Masayib Kab Nahe Thy-Mager Ab Sylab, Zalzaly, Byrozgari, Mhngai, Badamni, Nafsanafsi Or Amraz Ki Kasrat Ny Zindagi Ko Byhad Doshwar Kr Dya Hy. Karachi My Khone Muslim Ki Arzani Or Pory Mulk My Byhayai Ka Jari Tofan......Aysy My Hazrat Muhammad Ka Farman Padhy. Hazrat Muhammad Ny Farmaya"Jis Qom Me Khayant Ka Bazar Garam Ho Ga, Is Qom My Allah Tala Dushman Ka Khof Or Dehshat Phyla Dy Ga. Jis Mashry My Naptool My Kami Or Bad Diyanati Ka Rawaj Aam Ho Jay Ga Wo Rizq Ki Barkat Sy Mehroom Ho Jay Ge"(Mshkat) Ab Is Bary Me Hum Sb Ko Sochna Hy. K Hm Ko Kia Krna Hy.

aiman okasha
About the Author: aiman okasha Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.