Aj To Ye Samjna Bi Mushkil Hy K
Shoroo Kaha Sy Kya Jay Kesy Sunaey Jaey Aap Ko Apni Gamgheen Daastan Faisalabad
Ke Aek Govt Colloge Ka Hall Jaha Itny Students Hain K Agar Koi Gum Ho Jay To Usy
Dhoonda Nahi Ja Sakta Wo Is Ley Nahi K Colloge Buhat Barra Hy Balky Is Ley K
Itni Girls Hain K Ap Agar One By One Kar Ke B Kisi Ko Talash Karna Chaho To
Dhoond Nahi Pao Gy Class Room Me To Pata Hi Nahi Chalta K Koi Kaha Hy Kyun K Jab
Sary Student Nichey Bethy Hun Gy To Kya Pata Chala Ga K Kon Sa Student Hy Or Kon
Sa Nahi Teacher To Bas Ghusa Karna Jantay Hay Or Class Me Anay K Baad Apna Time
Pora Kya Or Chal Di Kisi Ko Samjh Ati Hy To Aye Nahi To Ye Un Ka Masla, Mery
Kheal Main Waha Har Saal Safai Ki Jati Ho Gi, Pata Wo B Karna Koi Lazmi Samjta
Ho Ga Ya Nahi Sab Aek Dosry Pe Ehsan Jata Kar Kaam Kary Gy To Aesa Hi Ho Ga Na
Or Teacher Attendees Lena To Gawara Hi Nahi Karti Bas Kisi Girl Sy Keh Dea Ke
Sab Ki Laga Ky Office Me Dy Jana Or Jis Class Me 100 Bachy Hun Or Waha Attendees
Jab Tak Bari Ati Hy Larrny Jagrrny Ky Bad Tab Tak Dosri Class Guzar Chuki Hoti
Hy ,,,,,,,,,, YE HY HAMRA PARRA LIKHA PUNJAB , Jaha Ki Education Facilities Aesi
Hun G Waha Aap Kisi Sy Kya Umeed Kar Sakty Ho Kash K Kabi Pakistan Ki Govt Bi
Samjay Ke Un Ke Bachon Ke Elawa B Is Mulak Me Hain Kuch Log Jo Parhna Chahty
Hain Agy Barhna Chahty Hain But Ye To Aek Sapna Hay Or Rahay Ga Bhi Jab Tak Koi
Awaz Buland Karny Wala Nahi Ho Ga Ye Sab Chalta Hi Rahy Gy Or Ye Siraf FSD Me Hi
Nahi Ho Raha Balky Or Bi Education Institution Ka Yahi Haal Hy I Wish And I Want
To Do Change This System.