Bila Unwan

(Sayyeda Aariba, Latur)

''Chalo Madena''is Naat Ko Zor Zor Say Parhne Ki Awaz Par Mai Ne Khirki Kholi Bahar Ka Ajeeb Manzar Tha Aurto Bachai Mard Buzurg Sabhi Jama Thai Ek Udhear Umar Kahtun Gale Mai Gulab Ka Har Pahne Sab Se Hath Mila Rahi Thi Pas Hi Lakri Kai Gade Par Mic Or Us Ka Saman Rakha Hova Tha 4 Se 5 Log Baqaida Mic Thame Bare Anhimak Se Nat Parh Rahai Thai Wo Jis Area Se Ja Rahai Thai Wo Bazaar Tha Gareya Aa Ja Rahi Thi Thale Wale Apne Apne Hank Rahai The Or Han Camera Man Kisi Shadi Ki Taqreeb Ki Tarha Achai Scene Lene Mai Masrof Tha Khatun Ki As Pas Khari Aurte Apne Zaver Kapre Theek Kar Kai Pose De Rahi Thi Larke Larkiya Bhi Yahi Kar Rahi Thai 6 Rasto Ka Chobara Hone Say Trafic Bhir Rash Shor Hogya Nat Gane Wale Bekhaber Zuro Shor Se Masrof Thai Kafe Der Bad Ye Inkashaf Huva Wo Khatun Haj Ko Ja Rahi Hai Or Ya Sari Tayyari Ise Vajha Se Thi Kiya Haj Ko Jate Be Parda Hona Dosri Aurto Larkiyu Ka Beparda Niklna Sab Ke Samne Is Tarha Ialan Karna Julos Nikalna Sahi Hai ALLAH K Ghar To Ja Rahi Hai Magar Nabi Ki Sunnat Ko Chore Ke Aisa Q.

Sayyeda Aribaa
About the Author: Sayyeda Aribaa Read More Articles by Sayyeda Aribaa: 17 Articles with 23185 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.