Aah Jaa Naa Ubh Tarsaa

(hukhan, karachi)

AAH Ja Ubh Na Tarsaa Pakistani Awaam Iss Fiqray Ko Itni Baar Dhuratay Hein Kay Iss Jumlay Nay Dua,Hasrat,Khahish Or Khabh Ki Sorat Ekhtiyaar Kar Li Hay.Majmoi Etebaar Say Yey Jumla Zuban Zad E Aam Hu Chucka Hay.Kabi Hum Khushhaali Ko Awaaz Detay Hein Kay Aah Ja Ubh Na Tarsa,Kabi Pani Ko Kabi Bijli Ko Ye He Sada Laghatay Hein.Magar Hakoomat Kay Kaan Par Kuch Nhi Reenghtaa Naa Hee Uss Par Koi Side Effects Hutay Wo Apni Raaghni Alaapty Rehty Hay Uss Ki Bhut See Siyasee Majhboorian Hein Kuch Apnay Reshtay Daaron Kaa Bee Bojh Hay Jis Ko Wo Uthaye Uthaye Pherty Hay Pti Walay Kehtay Hein Ye Badshaahi Nizaam Chala Rhay Hein Par Hakoomat Kehty Hay Sab Ilzaamaat Maan Gharat Or Laghu Hein Humare Karkardee Bhut Shandaar Hay Hum Nay Iss Mulk Kay Aman O Amaan Kay Nasaaiel Hal Kar Liye Petrol Sasta Kar Dia Mehanghaiee Ki Sharaa Pechlay Adwaar Say Kahien Kam Hay .Hakoomat Tezi Say Naye Mansobay Laga Rahee Hay.Par Awaam Ko Ek Hee Shikayat Hay Aah Jaa Naa Ubh Tarsa Usay Asa Kuch Nazar Nahi Ata Wo Har Bunyadee Zarorat Kay Liye Tarsay Jaa Rahi Hay Naa Loadshading Pecha Chorty Hay Naa Hee Bayrozgharee Mein Koi Kami Nazar Nahi Aty Sefaresh Kaa Afreet Wesay Ka Wesay Mojhudh Hay Police Wesay Hee Zalim Kay Sath Khuree Nazar Aty Hay Aam Shaeri Naa Tu Daku Say Mehfooz Hay Naa Hee Police Ki Amaan Usay Hasil Hay Fer Ye Hukmaraan Kis Marz Ki Dawa Hein Ju Serf Hawaiee Kilay Tameer Kar Rahay Hein In Ki Khushhali,Aman,Asaanian,Taleem, Bijli.Pani,Sehat Or Safaiee Ahle Watan Ya Ahle Zameen Ko Qun Nazar Nahi Atay Wo Qun Aah Jaa Naa Ubh Tarsaa Ki Gardaan Kartay Qun Nazar Atay Hein.Ghreeb Kay Liye Na Train Naa Sarak Kuch Bee Tu Theek Say Availble Nahi Fer Ye Kasa Tarz E Humaarani Hay Ju Choti Sey Choti Asaani Bee Nahi Paida Kar Sakta,,,,,Har Taraf Ajab Saa Manzar Hay Bay Rangh Manzar Maza Nahi Detay.Agar Hukmaraan Serf Awaam Ko Kuch Sohaltein De Dein Zara Saa Awaam Kay Level Par Aa Kar Sochay Plan Karaein Tu Wo Loghu Kay Vote Kay Sath Sath Duaein Bee Lain Gay Vote Iss Duniya Mein Or Dawaein Uss Duniya Mein Un Kay Kaam Ayein Gee.

hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1254004 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.