Dupatta Tera Nau Rangh Daa

(hukhan, karachi)

AJH KAL Har Jagah Har Shubah E Zindeghi Mein Ranghun Ko Ehmiat Bhut Bar Gai Hay Iss Mein Media Kaa Kerdaar Sab Se Eham Hay Ubh Tu Ghron Ki Deewaarein Bee Alagh Alagh Ranghun Ki Kar Dei Gaein Hein Bachon Kay Room ,Drawing Room,Kitchen,Lounge Gharz Har Jagah Ki Deewaaron Par Alagh Alagh Rangh Kay Poraa Ghar Ranghheen Nazar Ata Hay Ladies Kay Dupatton Mein Mein Itnay Rangh Aa Chuckay Hein Kay Aap Samjh Hi Nahi Patay Kay Ye Dupatta Kitnay Ranghun Par Mushtamil Hay Aagar Aap Iss Mein Se Kici Bee Rangh Kaa Pochlein Tu Wo Nail Color Se Lay Kar Lebaas Kay Kici Bee Hisay Se Matching Ka Keh Kar Wo Ap Ki Tasali Ker Dein Gee Larkian Bee Kai Rangh Ki Huty Hein Nau Rangh Ka Huna Koi Maslaa Hee Nahi Subah Shaam Dopehar Har Time Wo Alagh Rangh Mein Nazar Aty Hein Mood Bee Change Hutay Rehtay Hein Shohar Se Baat Karnay Kaa Alagh Mood Ghusay Mein Laal Dupatta Ammi Kay Han Jaein Gee Tu Mood Khushgawaar Dupatta Green Color Kaa Hu Ga Nanad Se Baat Karein Gee Tu Dupatta White Color Kaa Hu Ga.Kuch Bee Hu Jaye Larkion Nay Matching Kay Bhoot Ko Kabi Kam Nhi Hunnnay Dena Kha Wo Khud Kitni Hee Mismatch Hun ,,,,Pal Mein Behans See Nazar Aty Hu Itnaa Wazan Qun Bara Laity Hu.Nau Rangh Kay Dpatton Ka Fashion In Hay Iss Liye Desighner Ubh Iss Se Bee Agay Kaa Soch Rahaein Hein Soch Soch Kay Unn Kaa Apna Rangh Uraa Jaa Raha Hay Magar Ye Nau Rangh Kay Dupattay Kam Hu Kay Heee Nahi Detay,,,,,Jis Cheese Ko Galay Mein Latkaye Phertee Hu Isi Ko Dupatta Qun Kehty Hu.,,,,Gullaabi Shaamon Mein Siaah Dupatta Qun Lahraye Pherty Hu,,,,,Jisay Dekh Kay Munay Kaa Abba Cherta Hay Tum Wohee Lebaas Qun Zaib E Tan Karty Hu,,,,Uss Ko Khush Dekh Kar Apni Amee Qun Bulla Laity Hu Uss Ki Khushion Par Zalimana Nazar Rakhty Hu.Humein Larkion Kay Nau Rangh Kay Dupatton Par Koi Etraaz Nahi Ajh Kal Duniya Wesay Bee Ranghun Ki Duniya Hay Har Traf Ranghun Ki Barish Hay Bas ,,,,Har Rangh Mera Rangh Hay Kia Kijiye Ubh Ye Hee Jeenay Kaa Dhangh Hay.Wesay Hum Larkion Se Ye Moedebana Darkhaast Karein Gay Plz Rangh Nau Kay Bjaye Saray 8 Hee Kar Lijiye.

hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1254486 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.