Barsaat Bee Aa Kay Chali Gai

(hukhan, karachi)

TV Par Roz Dekh Dekh Kay Barsaat Aa Kay Chali Gai ,,,,,,,,,Armaan Humaray Palkein Naa Mondein,,, Humein Karachi Thar Kay Reghestaan Jasa Lagnay Laga Har Traf Badal Pani Bijli Ki Karak Or Karachi Mein Tu Nalkay Mein Bee Pani Nahi Aa Kay Dey Raha Yhan Ki Badqismaty Dekhiye Iss Ko Sheri Or Dehaty Kay Farq Nay Na Serf Ujaar Kay Rakh Dia Balkay Loghun Kay Dilon Say Muhabat Bee Barsaat Ki Tra Khushak Hu Gai Ubh Hakoomat Keh Rehee Hay Kay Barish Na Hunay Ki Waja Se Hub Dam Bee Khushk Hu Chala Lijiye Ye Ilzaam Bee ALLAH Kay Supard Kar Diya Karachi Mein Pechlay 23 Salon Say Share(City) Ki Zarorat Se Adha Pani Diya Jaa Rahay Hay Tanker Mafia Nay Karachi Ko Sonay Ki Kaan Samajh Lia Hay Pechlay 23 Salon Say Iss Shaer Ko Thar Bannay Ki Koshishein Jaree Hein Abhee Kuch Din Pehlay Khabar Ayee Kay Pani Ki Mad Mein 10 Karoor Rozana Bhatta Diya Jata Hay,,,,,Har Apna Parya Nikla Jabh Bee Iss Shaer Ko Apnay Nay Lotta,,,Har Khabh Iss Shaer Ka Bhut Zor Se Tota.Lakhon Vote Se Jeet Janay Walay Iss Shaer Ko Ek Plan Bee Naa De Sakay Hazaron Loghun Ko Apni Aghoosh Mein Panah Denay Walay Iss Shaer Ko Khud Koi Panah Denay Ko Tyaar Nahi,,,,,Maseeha Hee Zakham Denay Lagay,,Iss Kay Zakham Kon Siye Ga ,,,,,,Karachi Jis Ko Iss Mulk Ki Muaashee Shae Ragh Kaha Jata Hay Har Koi Iss Ka Lahoo Choosnay Ko Tyaar Hay Iss Ki Abadee Shaitaan Ki Aant Ki Tra Barty Jaa Rahee Hay Magar Darogha E Shaer Ko Koi Fiqar Nahi Ye Lawaris Shaer Pani Ki Bound Bound Ko Taras Raha Hay Hakoomat Kehty Barish Hu Kay Nahi Dety Bhulla In Se Koi Pochay Ap Nay Knsay Yahan Aloo Ki Fasal Laga Rakhee Hay Scientist Kehtay Pollution Ki Waja Se Barish Nahi Huty Moulvi Kehta Gunah Bhut Hu Gaye ,,,Koi Batlaye Kay Hum Batlaein Kia.Jabh Barish Huty Thee Tu Kia Pani Wafer Thaa Jabh Gunah Nahi Thay Tabh Bee Pani Kaha Tha ,,Mein Itna Jhoot Bolon Ga Har Jhoot Ko Vote Se Tolon Ga.Ju Logh Pani Bijli Rozghaar Aman Nahi De Sktay Vote Unhee Ko Miltein Hein,,,,,,,,Hitler Or Uss Ki Maqboliat Yad Aty Hay Shaied Uss Time Wo Pani Tu De Hee Deta Hu Ga

hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1254775 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.